Best Deep Poetry in Urdu 2 Lines | Deep Poetry About Life

ikpoetry.com

Viewers, this poetry collection is being served to you guys—deep Poetry in Urdu, deep love poetry in Urdu, and poetry in Urdu 2 lines deep. We also expect that you guys will like this collection of Deep Poetry About Life and will share it with your social media friends to increase our confidence even more. Below are uploaded Sad Images in the Urdu Collection. Please take a look.

If you want to read or see more poetry and quotes, then visit our website and other pages related to quotes and poetry where you can get Urdu Quotes, Urdu Poetry, Motivational Quotes, Islamic poetry, God Quotes, English Quotes, Rumi Quotes, Life Quotes, Love poetrySad Poetry, Sufi Poetry, Attitude Poetry, and much more on our website. Our website is updated daily related to poetry and quotes topics.

Deep poetry in Urdu text

The finest deep poetry in Urdu, including deep Shayari on life, profound poetry about life in Urdu.

deep poetry in urdu
deep poetry in urdu

کسی سائے کی طرح بڑھتا ہے
گھٹتا ہے، درد بھلا کب مرتا ہے

Kisi saye ki tarah barhta hai
Ghata hai, dard bhala kab marta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

deep poetry in urdu


ہمدردی نہ کرو مجھ سے اے میرے ہمدرد
وہ بھی بڑے ہمدرد تھے جو درد ہزاروں دے گئے

Hamdardi na karo mujh se ae mere hamdard
Woh bhi bade hamdard the jo dard hazaaroon de gaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

deep poetry in urdu
deep poetry in urdu


حال تم سُن لو میرا، دیکھ لو صورت میری
درد وہ چیز نہیں ہے کہ دِکھائے کوئی

Haal tum sun lo mera, dekh lo surat meri
Dard woh cheez nahi hai ke dikhaye koi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اک دل کا “درد” تھا کہ رہا زندگی کے ساتھ
اک دل کا چین تھا کہ صدا “ڈھونڈتے” رہے

Ek dil ka “dard” tha ke raha zindagi ke saath
Ek dil ka chain tha ke sada “dhoondte” rahe
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اب “یادوں” کہ کانٹے اس دل میں چبتے ہیں
نہ یہ “درد” ٹحھرتا ہے نہ یہ آنسو رکتے ہیں

Ab “yaadon” ke kaante is dil mein chabte hain
Nah yeh “dard” theharta hai, nah yeh aansu rukte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
درد کی شام ہو یا سُکھ کا سویرا ہو
سب کچھ قبول ہے اگر ساتھ تیرا ہو

Dard ki shaam ho ya sukh ka soera ho
Sab kuch qabool hai agar saath tera ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

deep poetry in urdu 2 lines

deep poetry in urdu

آج تو دل کے درد پر ہنس کر
درد کا دل دُکھا دیا میں نے

Aaj to dil ke dard par hans kar
Dard ka dil dukha diya maine
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

deep poetry in urdu


مصروف زندگی میں تیری یاد کے سِوا
آتا نہیں ہے کوئی میرا درد بانٹنے

Maysroof zindagi mein teri yaad ke siwa
Aata nahi hai koi mera dard baantne
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اگر دردِ محبت سے نہ انساں آشنا ہوتا
نہ کچھ مرنے کا غم ہوتا نہ جینے کا مزا ہوتا

Agar dard-e-mohabbat se na insaan aashna hota
Nah kuch marnay ka gham hota, nah jeenay ka maza hota
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جس کو بھی دیکھا، پیار میں روتے ہوئے دیکھا
یہ محبت تو مجھے کسی فقیر کی بددُعا لگتی ہے

Jisko bhi dekha, pyaar mein rote hue dekha
Yeh mohabbat to mujhe kisi faqeer ki baddua lagti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میں اداس لوگوں کو ہنسا دیتا ہوں
مجھ سے اپنے جیسے لوگ دیکھے نہیں جاتے

Main udaas logon ko hasa deta hoon
Mujh se apne jaise log dekhe nahi jaate
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ایک اور عمر دے مجهے جینے کے واسطے، مولا
پہلے جو عمر دی تهی وہ مرنے میں لگ گئی

Ek aur umar de mujhe jeenay ke wastay, Mola
Pehle jo umar di thi woh marne mein lag gayi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

one line deep poetry in urdu

deep poetry in urdu about love
deep poetry in urdu


کہاں ملے گی مثال میری ستم گری کی
کہ میں گلابوں کے زخم کانٹوں سے سی رہا ہوں

Kahan milegi misaal meri sitamgiri ki
Ke main gulabon ke zakhm kaanton se si raha hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بڑی دلچسپ تلخی ہے، بازارِ ظرف میں
اکثر محبت سے پھٹا دامن کوئی رفو نہیں کرتا

Badi dilchasp talkhi hai, bazaar-e-zarf mein
Aksar mohabbat se phata daaman koi rafo na karta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آخری بار اُسے ملنا ہے بچھڑنےکے لئے
سوچتا ہوں ملاقات معطل کردوں

Aakhri baar use milna hai bichharne ke liye
Sochta hoon mulaqat muattal kardoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بڑے بد نصیب ٹھرے جو قرار تک نہ پہنچے
در یار تک تو پہنچے دل یار تک نہ پہنچے

Bade bad-naseeb thare jo qarar tak na pahunchay
Daryar tak to pahunchen, dil yar tak na pahunchay
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہونٹوں پے ہنسی، دل میں غم ہے
ہاتھ کھڑا کرو، کون کون مجھ سے تنگ ہے

Honton pe hasi, dil mein gham hai
Haath khada karo, kaun kaun mujh se tang hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دل میں جب جگہ نہیں بچتی
درد آنکھوں میں پھیل جاتا ہے

Dil mein jab jagah nahi bachtin
Dard aankhon mein phail jata hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بے کس فقیروں سے نہیں پوچھتا کوئی
کس طرح تمناؤں کا خوں ہوتا ہے

Be-kas faqiron se nahi poochta koi
Kaise tamannaon ka khoon hota hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پاس جب تک وہ رہے درد تھما رہتا ہے
پھیلتا جاتا ہے پھر آنکھ کے کاجل کی طرح

Paas jab tak woh rahe, dard thama rehta hai
Phailta jata hai phir aankh ke kaajal ki tarah
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کیسے کہہ دوں کہ مجھے چھوڑ دیا ہے اس نے
بات تو سچ ہے مگر بات ہے رسوائی کی

Kaise keh doon ke mujhe chhod diya hai usne
Baatein to sach hai magar baat hai ruswaai ki
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

love deep poetry in urdu


دشت ہستی میں شب غم کی سحر کرنے کو
ہجر والوں نے لیا رخت سفر سناٹا

Dasht-e-hasti mein shab-e-gham ki sahar karne ko
Hijr walon ne liya rukhsat safar sanata
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کیوں ترے درد کو دیں تہمت ویرانیٔ دل
زلزلوں میں تو بھرے شہر اجڑ جاتے ہیں

Kyun tere dard ko dein tohmat veerani-e-dil
Zalzalon mein to bhare sheher ujarr jaate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
حقیقت تو بن نہ سکے ہم
چلو اب داستان ہی سہی

Haqiqat to ban na sake hum
Chalo ab dastaan hi sahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پہلے سینے میں دل دھڑکتا تھا
اب دھڑکتی ہے بے دلی میری

Pehle sine mein dil dhadakta tha
Ab dhadakti hai be-dili meri
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اب تری گفتگو سے مجھ پہ کھُلا
کیوں طبیعت اداس تھی میری

Ab teri guftagu se mujh pe khula
Kyun tabiyat udaas thi meri
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مسکراہٹ پر شروع اور رلانے پر ختم
اسی داستان ظلم کو لوگ محبت کہتے ہے

Muskurahat par shurur aur rulane par khatm
Isi dastaan zulm ko log mohabbat kehte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس نے مجھ سے پوچھا مفوم غلط فہمی کیا ہے
میں نے مسکرا کر بولا تم سے امید وفا رکھنا

Us ne mujh se poocha mafoom ghalt fehmi kya hai
Main ne muskurakar bola tum se umeed wafa rakhna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

life deep poetry in urdu


خود کو مصروف کر کے دیکھا ہے
یاد پھر بھی تمہاری آتی ہی

Khud ko masroof kar ke dekha hai
Yaad phir bhi tumhari aati hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رویا ہوں تو اپنے دوستوں میں
پر تجھ سے تو ہنس کے ہی ملا ہوں

Roya hoon to apne doston mein
Par tujh se hans kar hi mila hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
داستان ختم ہونے والی ہے
تم میری آخری محبّت ہو

Dastaan khatam hone wali hai
Tum meri aakhri mohabbat ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
فاصلوں کو ہی جدائی نہ سمجھ لینا تم
تھام کر ہاتھ یہاں لوگ جدا بیٹھے ہیں

Faslon ko hi judaai na samajh lena tum
Thaam kar haath yahan log juda bethe hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
گھر بنا کر میرے دل میں وہ چھوڑ گیا
نا خود رہتا ہے اور نہ کسی کو بسنے دیتا ہے

Ghar bana kar mere dil mein woh chhod gaya
Na khud rehta hai aur na kisi ko basne deta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

best deep poetry in urdu


اب تو خواہش ہے یہ کہ سزا وہ ملے
روۓ جاؤں تو چپ نہ کراۓ کوئی

Ab to khwahish hai yeh ke saza woh mile
Roye jaun to chup na karae koi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عشق کے مراحل میں وہ بھی وقت آتا ہے
آفتیں برستی ہیں دل سکون پاتا ہے

Ishq ke marhalon mein woh bhi waqt aata hai
Aafatain bursti hain dil sukoon pata hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہم تھے، تُم تھے، کچھ جزبات بھی تو تھے
ارے چھوڑو! کچھ نہیں، الفاظ ہی تو تھے

Hum thay, tum thay, kuch jazbaat bhi to thay
Aray chhoro! Kuch nahi, alfaaz hi to thay
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مِل رہا ہے٬ نہ کھو رہا ہے تُو
کتنا دلچسپ ہو رہا ہے تُو

Mil raha hai, nah kho raha hai tu
Kitna dilchasp ho raha hai tu
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جو باتیں پی گیا تھا میں
وہ باتیں کھا گئیں مجھ کو

Jo baatein pee gaya tha main
Woh baatein kha gayi mujh ko
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہ مکتب کا پڑھا سب ہی بھلا دیتی ہوں
زندگی اپنا سبق خود ہی سکھا دیتی ہے

Yeh maktab ka parha sab hi bhala deti hoon
Zindagi apna sabq khud hi sikha deti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

About Imran Khan

I am Muhammad Abdullah, founder of Ik Poetry, a dedicated platform providing a unique experience. The online platform specializes in Urdu poetry and is committed to providing only 100% safe and unique content.

View all posts by Imran Khan →

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *