best Sad Poetry in Urdu that will touch your Emotion 2023

sad poetry in urdu

We collected two lines of sad poetry in Urdu for those who have experienced heartbreak and wish to convey their deep emotions. If you’ve been wounded by love and want to express your pain, these lines of poetry are for you.

Two lines of sad poetry in Urdu shared the pain of love. If you’ve been hurt in love and wish to convey your sorrow, these poetic lines are meant for you.

sad poetry in Urdu text copy-paste

Sad poetry in the Urdu text copy-paste, a cascade of heartache, flows through eloquent verses. These poignant words express sorrow and heartbreak, offering solace to souls wounded by love’s trials. In just a few lines, they encapsulate the profound emotions in Urdu sadness.

Sad Poetry in Urdu 2 lines

Two lines of sad poetry in Urdu, a world of emotion. Profound sadness and longing are encapsulated in concise, evocative verses.

sad poetry in urdu
best sad poetry in urdu

محبت کو عشق اور عشق کو جب جنون ملا
لُٹا کے سب کچھ مجھے تب جا کے سکون ملا

Muhabbat ko ishq aur ishq ko jab junoon mila
Luta ke sab kuch mujhe tab ja ke sukoon mila

لوگ لکھتے ہیں میرے اشک و لہوسے غزلیں
تونے تو اتنا بھی نہ سوچا کہ میں روتا کیوں ہو

Log likhte hain mere ashk o lahoo se ghazalein
Tune to itna bhi na socha ke main rota kyun ho

عادتیں ڈال کر توجہ کی
لوگ یکدم جو بدلتے ہیں ستم کرتے ہیں

Aadatein daal kar tojuh ki
Log ekdam jo badalte hain sitam karte hain

کھلنا غضب ہوا تیری زلف دراز کا
پھانسی گلے میں ڈال کے دنیا لٹک گئی

Khilna ghazab hua teri zulf daraaz ka
Phansi gale mein daal ke duniya latak gayi

خود سے نہ دُور کیجیئے . مر جاؤں گا حضور
مُجرم ہوں پاس رکھ کے سزا دیجیئے مجھے

Khud se nah door keejiye, mar jaunga hazoor
Mujrim hoon paas rakh ke saza dijiye mujhe

life sad poetry in Urdu

“Zindagi ki tanhai, dard, aur udaasi ko shayari mein biyan karne wala sad poetry in urdu. Dil se juda hokar bhi jee sakte hain.”

وہ بڑے شوق سے اعلان سنا کرتی تھی
اسے یقین تھا ایک روز میں مر جاؤں گا

Woh bade shoq se ilaan suna karti thi
Isay yaqeen tha ek roz main mar jaunga

آپ کو جاتے نا دیکھا جائے گا
شمع کو پہلے بجھاتے جایئے

Aap ko jaate na dekha jayega
Shama ko pehle bujhaate jayenge

شام ھوتے ہی چراغوں کو بجھا لیتا ھوں
دل ہی کافی ھے تیری یاد میں جلانے کے لٸے

Shaam hote hi chiraaghon ko bujha leta hoon
Dil hi kaafi hai teri yaad mein jalaane ke liye

خیال یار میں بیٹھے ہوئے وہ لوگ ہیں ہم
جنہیں زمانہ سمجھتا ہے کوئ کام ہی نہی

Khyaal yaar mein bethe huye woh log hain hum
Jinhein zamanah samajhta hai koi kaam hi nahin

زندگی زخم دے رہی تھی ہمیں
اور ہم زندگی بچا رہے تھے

Zindagi zakhm de rahi thi hamein
Aur hum zindagi bacha rahe the

اک شخص میری ذات میں شہ رگ کی طرح ہے
کٹ جاۓ جو وہ شخص تو زندہ رہوں کیسے.

Ek shakhs meri zaat mein shahrag ki tarah hai
Kaat jaaye jo woh shakhs to zinda rahoon kaise

heart touching sad poetry in urdu

Dil se choo jāne wali sad poetry in urdu , jo kuch shokhiya shayari mein gehre ehsaasat, dard, aur udāsī ko bayān karti hai

آج میرے لفظوں کی طبیعت ٹھیک نہیں
آج تم اپنی پسند کا کوئی شعــر سناؤ

Aaj mere lafzoon ki tabiyat theek nahin
Aaj tum apni pasand ka koi sher sunao

وہ بڑے شوق سے اعلان سنا کرتی ہے
اسے یقین ہے ایک روز میں مر جاوںگا

Woh bade shoq se ilaan suna karti hai
Isay yaqeen hai ek roz main mar jaunga

مٹی کا اگر ہے تو کھول کیوں نہیں جاتا
پتھر کا اگر ہے تو پھر انسان سا کیوں ہے

Mitti ka agar hai toh khol kyun nahin jaata
Patthar ka agar hai toh phir insaan sa kyun hai

بنجر سا ہی ہو گیا ہوں میں اب تو
کوئی خوشی نہیں اُگتی مجھ میں

Banjar sa hi ho gaya hoon main ab to
Koi khushi nahin ugati mujh mein

عشق میں تیرے ھم کیا سے کیا هو گئے
بھول کر یہ جہاں بس تمہارے هو گئے

Ishq mein tere hum kya se kya ho gaye
Bhool kar yeh jahan bas tumhare ho gaye

مکتب عشق سے ہر کوئی واقف نہیں
پالینا ہی عشق نہیں ” فنا ” ھونا بھی عشق ہے

deep sad poetry in urdu

Sad poetry in urdu , deep and sorrowful, delves into profound emotions, touching the depths of melancholy and pain with brevity and depth.

Maktab-e-ishq se har koi waqif nahin
Paalina hi ishq nahin “fana” hona bhi ishq hai

آئینہ کہتا ہے، کہنا تو نہیں چاہیے تھا
توُ ابھی زندہ ہے؟ رہنا تو نہیں چاہیے تھا

aina kehta hai, kehna toh nahin chahiye tha
Toh abhi zinda hai? Rehna toh nahin chahiye tha

تھوڑی محبت تو اسے بھی ہوگی مجھ سے
اتنا وقت صرف دل توڑنے کیلئے کون برباد کرتا ہے

Thodi muhabbat toh usse bhi hogi mujh se
Itna waqt sirf dil todne ke liye kaun barbaad karta hai

ﻭﮦ ﻧﮧ ﮬﯽ ﻣﻠﺘﺎ ﮨﻤﯿﮟ ﺗﻮ ﺍﭼﮭﺎ ﺗﮭﺎ
ﺑﮯﮐﺎﺭ ﻣﯿﮟ ﻣﺤﺒﺖ ﺳﮯ ﻧﻔﺮﺕ ﮨﻮﮔﺌﯽ

Wo na hi milta humain to acha tha
Brkar main mohabbat say nafrat ho gai

جو اپنی گلی سے بھی گزرنے نہیں دیتا
وہ دل میں کسی کو بھی اترنے نہیں دیتا۔

Jo apni gali se bhi guzrne nahi deta
Woh dil mein kisi ko bhi utarne nahi deta

میں سو چتا ہوں کہ جُگنوں کو نو چ ہی ڈالوں میں
تمام تتلیاں پر توڑ کر اُراؤں میں۔

Main sochta hoon ke junglon ko nooch doon main
Tamam titliyan tor kar uraoon main

تیری آنکھوں کے چراغ پر راز بتا دیتے ہیں
خا موش ہو نٹو ں کے سبھی احوال سُنا دیتے ہیں۔

Teri aankhon ke chiragh par raaz bata dete hain
Khawabon ki hawon se sabhi ahwal suna dete hain

sad poetry in urdu for friends

“Urdu sad Shayari dedicated to friends, expressing the pain of separation and the enduring bond that transcends distance and time.”

درد دل کی د ہلیز سے گزر چکا ہے
دریا ضبط کا آ نکھو ں سے اُتر چکا ہے۔

Dard-e-dil ki daaliz se guzar chuka hai
Darya zabt ka aankhon se utar chuka hai

آج پھر سر محفل مسکرا کے ہم نے
اداس دل کو اذیت بخشی ہے

Aaj phir sar mahfil muskuraa ke humne
Aadat ko ezaat bakhshi hai

جو بھی دُکھ درد ملا تیرے بعد
میں نے چُپ چاپ سہا تیرے بعد۔

Jo bhi dukh dard mila tere baad
Maine chup chup saha tere baad

جب سے تیری الفت میں گرفتار ہوا ہوں
تب سے دنیا کی نظروں میں گنہگار ہوا ہوں۔

Jab se teri ishq mein giraftar hua hoon
Tab se duniya ki nazron mein gunehgaar hua hoon

sad poetry in urdu for fake friends

dosti ke jhootay dard ko izhar karne wali sad poetry in urdu , ghaflat aur dhoka se toota bharosa ka afsana.

دل آ ج بے تاب سا ہے ارشاد کریں کیا؟
ہم درد سُنا کر تمہیں ناشاد کریں کیا؟

Dil aa ja be-taab sa hai irshad karein kya?
Hum dard suna kar tumhein na-shaad karein kya

ہر ایک حَسین چہرے کی زیا رت نہیں کرتا
میں جھو ٹ کی دنیا سے محبت نہیں کرتا۔

Har ek haseen chehre ki ziya nahi karta
Main jhoot ki duniya se mohabbat nahi karta

اپنے پہلُو میں غیروں کو بِٹھا تا کیوں ہے؟
چاہتا جب وہ مجھ کو نہیں تو جلاتا کیوں ہے؟

Apne pehlu mein ghairon ko bitha ta kyun hai?
Chahata jab woh mujhko nahi to jalata kyun hai

وہ بچپن تھا جب شام بھی ہوا کرتی تھی
اب صبح کے بعد سیدھی رات ہو جا تی ہے۔

Woh bachpan tha jab shaam bhi hoti thi
Ab subha ke baad seedhi raat ho jaati hai

جا نے اِک ہی پل میں کہاں ہو گئے گُم
تمہا رے را بطے ،تمہا رے راستے،اور تم۔

Jaane ek hi pal mein kahaan ho gaye gum
Tumhare raaste, tumhare raaste, aur tum

romantic sad poetry in urdu

کچھ لو گ ہمیں اپنا کہا کرتے تھے
سچ کہوں تو فقط کہا ہی کرتے تھے۔

Kuch log hamein apna kehte thay
Sach kahun to sirf kaha hi karte thay

ارمان بیچتا ہوں میں اعلیٰ معیا ر کے
اس کاروبار میں میرا دل خود کفیل ہے۔

Armaan bechta hoon main a’la mae’aar ke
Is kaarobaar mein mera dil khud kaafil hai

درد دے کر نہ پو چھ درد کی شدت
درد تو درد ہے تھوڑا کیا زیا دہ کیا۔

Dard dekar na pooch dard ki shiddat
Dard to dard hai thoda kya ziada kya

سمندر مِیں فنا ہونا تو قِسمت کی کہانی ہے
جو مرتے ہیں کِناروں پر مجھے دکھ ان پر ہوتا ہے۔

Samundar mein fana hona to qismat ki kahani hai
Jo marte hain kinaron par mujhe dukh un par hota hai

یہ سو چ کے مان لیتے ہیں تیر ی ہر بات
محبت میں سوالات کی گنجائش نہیں ہوتی۔

Yeh soch ke maan lete hain teri har baat
Muhabbat mein sawalaat ki gunjaish nahi hoti

sad poetry in english 2 lines

یہ کس مقام پہ لا یا ہے مجھے جنونِ عشق
نہ اب ان کی جستجو نہ اپنی تلاش ہے۔

Yeh kis maqam pe laaya hai mujhe junoon-e-ishq
Na ab un ki justuju na apni talash hai

جب کو ئی تمہیں پیا ر سے بُلا ئے گا
تمہیں اِک شخص ضرور یا د آ ئے گا۔

Jab koi tumhein pyaar se bulaayega
Tumhein ek shakhs zaroor yaad aayega

یہ ٹھیک ہے کہ کو ئی نہیں مرتا جُدا ئی میں
خُدا کسی کو کسی سے مگر جُدا نہ کرے۔

Yeh theek hai ke koi nahi marta judaai mein
Khuda kisi ko kisi se magar juda na kare

میں کسی کام کا نہیں ورنہ
وہ کسی کام سے ہی آجاتا۔

Main kisi kaam ka nahi warna
Woh kisi kaam se hi aajata

کس کس خیال کو دل سے جُدا کرو ں
میرے ہر اک خیال میں تیرا خیال ہے۔

sad poetry in urdu English

Kis kis khyaal ko dil se juda karoonga
Mere har ek khyaal mein tera khyaal hai

کرو پھر سے وعدہ ،کبھی نہ پھر بچھڑنے کا
تمہیں کیا فرق پڑتا ہے ،چلو پھر سے مکر جانا۔

Karo phir se wada, kabhi na phir bichhadne ka
Tumhein kya farq parta hai, chalo phir se mukar jana

تو نے پھر سے ادھیڑ ڈالا ہے
ابھی تو زخم میرا کچا تھا۔

Tu ne phir se adhair daala hai
Abhi to zakhm mera kacha tha

اب آواز بھی دو گے تو نہیں آئیں گے
ٹوٹنے والے قیامت کی انا رکھتے ہیں۔

Ab aawaz bhi do gay to nahi aayenge
Tootne wale qayamat ki ana rakhte hain

نہ آئے گا کوئی الزام تجھ پر
ہم اپنے آپ کو رسوا کریں گے۔

Nah aayega koi ilzaam tujh par
Hum apne aap ko ruswa karenge

full sad poetry in urdu

ملتا ہے وہ بھی ۔ترک تعلق کے باوجود
میں کیا کروں کہ مجھ بھی عادت اسی کی ہے۔

Milti hai woh bhi, tark-e-ta’alluq ke bawajood
Main kya karoon, mujh bhi aadat isi ki hai

ستاروں سے بھڑایہ آسماں کیسا لگے گا
ہمارے بعد تم کو یہ جہاں کیسا لگے گا۔

Sitare se bhara asmaan kaisa lagega
Hamare baad tum ko yeh jahaan kaisa lagega

زنگ آلود تالا لگا ہو جیسے
دل اب یوں خاموش رہتا ہے۔

Zang aalood taala laga ho jaise!
Dil ab yun khaamosh rehta hai

ہم سے نہیں رشتہ بھی ،ہم سے نہیں ملتا بھی
ہے پاس وہ بیٹھا بھی ،دھوکہ ہو تو ایسا ہو۔

Hum se nahi rishta bhi, hum se nahi milta bhi
Hai paas woh baitha bhi, dhoka ho to aisa ho

اب مجھے کون جیت سکتا ہے
تو میرے دل کا آخری ڈرتھا۔

Ab mujhe kaun jeet sakta hai
To mere dil ka aakhri darr tha

تیرے ہجراں سے تعلق کو نبھانے کے لیے
ہم نے اِس سال بھی جینے کی قسم کھائی۔

sad poetry in urdu 2 lines about life

Tere hijraan se ta’alluq ko nibhane ke liye
Hum ne is saal bhi jeenay ki qasam khai

اِک ٹوٹی پھوٹی کشتی اِک خشک سمندر دیکھا
کل شب میں نے جھانک کے اپنے اندر دیکھا۔

Ik tooti phooti kashti, ik khushk samandar dekha
Kal raat mein ne jhank ke apne andar dekha

ایک ہی اپنا ملنے والا تھا
ایسا بچھڑاکہ پھر ملا نہیں۔

Ek hi apna milne wala tha
Aisa bichhda ke phir mila nahi

تم قافلے محبت کے کچھ دیر روک لو
آتے ہیں ہم بھی پاؤں سے کانٹے نکال کر۔

Tum qafilay muhabbat ke kuch deer rok lo
Aate hain hum bhi paon se kaante nikaal kar

Sad poetry in urdu

Thank you for taking the time to read this post. I hope you find it informative and would be pleased to share it with your loved ones. Also read this post.

More Random Post. 

U can also read our best poetry post related to You… 

About Imran Khan

I am Muhammad Abdullah, founder of Ik Poetry, a dedicated platform providing a unique experience. The online platform specializes in Urdu poetry and is committed to providing only 100% safe and unique content.

View all posts by Imran Khan →

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *