50+ Bewafa Poetry In Urdu (💔بے وفائی پر شاعری)

ikpoetry

Bewafa Poetry in Urdu – Latest collection of painful bewafa shayari in Urdu. Most useful Bewafa Shayari text from famous poets. Read Bewafa Shayari in Urdu in 2 lines.

bewafa poetry in Urdu

Agr ap ko be talash hai bewafai poetry in urdu ki to ap sahi jagapar aye ho. Yahan par apko bewafa shayari ke bohat sare shair milenge. Jesa ke ap sab ko pata har aik insan ya bhot sare insano ko pyar me dhoka mil jata hai.

Ya koi unko chor jata hai. Or pir wo apny gham ko sambhal nahi skty. Is liya woh sad songs sunta hai ya phir sad poetry ke talash karty hain, Kabhi Kabhi movies ka sahara be ly leta hai. Kuch log to nasha karna start kar dete hai or agay jate rehte hai yahan tak ky chars or sharab peeny lag jate hain. Apne deen or apne society tak ki door ikhtar kar lety hai. bewafa poetry in Urdu

sad bewafa poetry in urdu 2 lines

AnyConv.com آؤ آنکھیں ملا کے دیکھتے ہیں کون کتنا اداس رہتا ہے
bewafa poetry in urdu

آؤ آنکھیں ملا کے دیکھتے ہیں
کون کتنا اداس رہتا ہے

Aao aankhein mila ke dekhte hain
Kaun kitna udaas rehta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry in urdu
bewafai poetry in urdu

چہرہ وہی رہا مگر آنکھیں بدل گئیں
اک پل میں مجھ کو جان سے انجان کر گیا

Chehra wahi raha magar aankhein badal gayi
Ek pal mein mujhko jaan se anjaan kar gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
‏ہماری موت بھی کیا موت ہوگی
تم پہ مرتے ہوئے مر جائیں گے

Hamari maut bhi kya maut hogi
Tum pe marte hue mar jayenge

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہی رات بھر تذکرہ تھا تمہارا وہی
نیند بیٹھی رہی منہ بنا کے

Wahi raat bhar tazkira tha tumhara wahi
Neend bethi rahi mohna bana ke
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیرے کمرے کے آئینے کو میں
دشمنوں میں شمار کرتا ہوں
Tere kamre ke aaine ko main
Dushmanon mein shumaar karta hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم سے ملنا ضروری نہیں تھا
تمہارا مل جانا ضروری تھا
Tum se milna zaroori nahin tha
Tumhara mil jana zaroori tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تقدیر سے ھوں لاچار اے ذُوق تمنا
ہر فن میں ھوں ماہر بس محبت نہیں آتی
Taqdeer se hoon laachar ae zauq-e-tamanna
Har fun mein hoon maahir bas mohabbat nahin aati
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیرے گمان تک بھی نہیں
وہ جو درد سہہ بھی لیئے ہم نے
Tere gumaan tak bhi nahin
Wo jo dard saha bhi liye humne
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry in urdu 2 lines

bewafa poetry in urdu 2 lines

تیرے بعد میں جس کا ہوگیا
پگلی اسی کا نام اداسی ہے
Tere baad mein jiska hogaya
Pagli usi ka naam adasi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa shayari

پھر نیا ہاتھ تھاما اس نے پھر
ہاتھوں کو جلایا میں نے
Phir naya haath thaama usne phir
Haathon ko jalaya maine
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بات کرنا اور پھر مکرجانا
اہلِ کوفہ کا سایہ ہے تجھ پر
Baatein karna aur phir mukar jana
Ahl-e-Kufa ka saya hai tujh par
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

داستان ختم ہونے والی ہے
تم میری آخری محبت ہو
Dastaan khatam hone wali hai
Tum meri aakhri mohabbat ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کچھ درد لا جواب ہیں کچھ
میں بھی بے مثال ہوں
Kuch dard la-jawab hain kuch
Main bhi be-misal hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آؤ نا مل کر ڈھونڈ لائیں کوئی وجہ
پھر سے ایک ہونے کی
Aao na mil kar dhoond laayein koi wajah
Phir se ek hone ki
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

فرض کرو میں کھو جاؤں
یقین دلاؤڈھونڈو گے ⁦
Farz karo main kho jaoon
Yaqeen dilaao Dhoondoge ⁦
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم سے ہی تھی تم سے ہی ہے محبت
جو تھی محبت جو ہے
Tum se hi thi tum se hi hai mohabbat
Jo thi mohabbat jo hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آپ چاہتے ہیں عمر بھر یاد رکھوں
آپ کو آپ ایسا کیجۓ مجھ کو دھوکا دیجۓ
Aap chahte hain umar bhar yaad rakhoon
Aap ko aap aisa kijye mujhko dhoka dejiye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جو زہر پی چکا ہوں تم ہی نے مجھے دیا
اب تم تو زندگی کی دعائیں مجھے نہ دو
Jo zehr pee chuka hoon tum hi ne mujhe diya
Ab tum to zindagi ki duaain mujhe na do
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry in urdu 2 lines

‏وہ کبھی لوٹ کر چلا آئے یہ میں
اب فرض بھی نہیں کرتا
Wo kabhi laut kar chala aaye yeh main
Ab farz bhi nahin karta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں تم سے عشق کر بیٹھا ہوں
آدم زاد ہوں بھول کر بیٹھا ہوں
Main tum se ishq kar betha hoon
Adamzad hoon bhool kar betha hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تجھ سے ملتا ہوں تو سوچتا ہوں
کہ وقت کے پاؤں میں زنجیر ڈالوں کیسے
Tujh se milta hoon to sochta hoon
Ke waqt ke paon mein zanjeer daaloon kaise
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تری معصوم نگاہوں کے تقدس کی قسم دل
تو کیا روح نے بھی تجھ سے محبت کی ہے
Teri maasoom nigaahon ke taqaddus ki qasam dil
Tu kya rooh ne bhi tujh se mohabbat ki hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جو لوگ نصیب میں نہیں ہوتے
ان سے محبت کمال کی ہوتی ہے
Jo log naseeb mein nahin hote
Un se mohabbat kamaal ki hoti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بک گئے ہم تو اس کے ہاتھ
صرف دو بول محبت میں
Bik gaye hum to is ke haath
Sirf do bol mohabbat mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یونہی آنکھوں سے آنسو نہیں گرتے
عشق اس قدر مجبور کر دیتا ہے
Yunhi aankhon se aansu nahin girte
Ishq is qadar majboor kar deta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مٹی دا توں مٹی ہونا کاہدی بَلے بَلے
اج مٹی دے اُتے بندیا کل مٹی دے تھلے
Mitti da toon mitti hona kahdi balley balley
Aj mitti de ute bandya kal mitti de thalle
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry in urdu copy and paste

‏محبت میں حرف با حرف مجھے مانگنا نہیں آتا
میں نے آداب دعا سے بہت آگے تجھے چاہا ہے۔
Mohabbat mein harf ba harf mujhe maanga nahin aata
Main ne aadab dua se bohat aage tujhe chaaha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏عجیب سی بندش ہے اس کی محبت میں
نہ وه قید کر سکا نہ هم آزاد ہو سکے
Ajeeb si bandish hai is ki mohabbat mein
Na woh qaid kar saka na hum azaad ho sakte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ ملا ہے تو اب یہ غم ہے
پیار زیادہ ہے زندگی کم ہے
Woh mila hai to ab yeh gham hai
Pyaar zyada hai zindagi kam hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سانس میری الجھ جاتی ہے
جب تیرا نام کوئی اور لیتا ہے
Saans meri uljha jaati hai
Jab tera naam koi aur leta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کس منہ سے میرے یار کہوں تجھ کو
الوداع مجھ سے زباں پہ لفظ یہ لایا نا جائیگا
Kis moun se mere yaar kahun tujh ko
Alwida mujh se zabaan pe lafz yeh laaya na jaayega
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اس کو تو بچھڑنے کا طریقہ بھی نہیں آتا
جاتے جاتے خود کو میرے دل میں ہی چھوڑ گیا
Is ko to bicharne ka tareeqa bhi nahin aata
Jaate jaate khud ko mere dil mein hi chhod gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیری جدائی کے شکوے میں کس سے کروں
یہاں ہر کوئی اب بھی تجھے میرا سمجھتا ہے
Teri judaai ke shikwe mein kis se karun
Yahan har koi ab bhi tujhe mera samajhta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم نے دیا تحفہ جو مجھے جدائی کا بن گیا
وہ میرا ساتھی تنہائی کا
Tum ne diya tohfa jo mujhe judaai ka ban gaya
Woh mera saathi tanhai ka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

عشق نچاوے ناچ انوکھا میں
ہس ہس روندی جاواں
Ishq nachawe nach anokha main
Hans hans roondi jaavaan
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

گڈی چلدی روک گئی اے مطلب رہ گئے
نے ہمدردی مک گئی اے
Gaddi chaldi rok gayi ae matlab reh gaye
Ne hamdardi muk gayi ae
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہتھ دل تے رکھ کے ویکھ تاں سہی ہر
ساہ تے تیرا ای ناں لکھیا
Hath dil te rakh ke vekh taan sahi har
Saah te tera ae naam likheya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

محبت بسا کر میری آنکھوں میں سانس سانس
کا وہ مجھے محتاج کر گیا
Mohabbat basa kar meri aankhon mein saans saans
Ka woh mujhe mohtaaj kar gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تُو مجھ کو جوڑ دے یا رب
میں خود کو توڑ بیٹھا ہوں
Tu mujh ko jor de ya RAB
Main khud ko toor betha hoon
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

dost bewafa poetry in urdu

یاد کر کے مجھے اپنی آنکھ نم نہیں کرنا
دیکھ اس جدائی کا کوئی غم نہیں کرنا
Yaad kar ke mujhe apni aankh nam nahin karna
Dekh is judaai ka koi gham nahin karna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جل جاتے ہیں لوگ آج بھی ہمیں دیکھ کر
کیونکہ اک مدت سے ہم نے اپنا یار نہیں بدلا
Jal jaate hain log aaj bhi hamein dekh kar
Kyunke ek muddat se hum ne apna yaar nahin badla
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏ارے کون کہتا ہے محبت کافر بنا دیتی ہے
مجھے سجدے میں رونا محبت نے سکھا ہے
Arey kaun kehta hai mohabbat kaafir bana deti hai
Mujhe sajde mein rona mohabbat ne sikha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

صرف محبت ہی ایسا کھیل ہے
جو سیکھ جاتا ہے وہی ہار جاتا ہے
Sirf mohabbat hi aisa khel hai
Jo seekh jaata hai wahi haar jaata hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سر اٹھا کر چلنے کی عادت ہے صاحب کیوں کے
ہمارے یار ہمارا سر جھکنے نہیں دیتے
Sar utha kar chalne ki aadat hai sahib kyun ke
Hamare yaar hamara sar jhukne nahin dete
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دوستوں کے دوست یاروں کے یار رہیں گے
کل بھی سدا بہار تھے ہمیشہ سدا بہار رہیں گے
Doston ke dosto yaaron ke yaar rahenge
Kal bhi sada bahaar the hamesha sada bahaar rahenge
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

حصارِ ذات کوئی راستہ تو دے مجھ کو
بڑے دنوں سے تمنا ہے خود کو پانے کی
Hisaar-e-zaat koi raasta to de mujh ko
Baray dinon se tamanna hai khud ko paane ki
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ﺍُﺩﺍﺳﯽ ﻭﺯﻥ ﺭﮐﮭﺘﯽ ﮨﮯ ﺟﮕﮧ ﺑﮭﯽ ﮔﮭﯿﺮﺗﯽ ﮨﮯ
ﮨﻤﯿﮟ ﮐﻤﺮﮮ ﮐﻮ ﺧﺎﻟﯽ ﭼﮭﻮﮌ ﮐﺮ ﺟﺎﻧﺎ ﭘﮍﮮ ﮔﺎ
Udasi wa zanjeer katney waalo ko dost
Phoolon pe hath soch ke daala kare koi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
پیار پر بس تو نہیں ہے مرا لیکن پھر بھی
تو بتا دے کہ تجھے پیار کروں یا نہ کروں
Pyaar par bas to nahin hai mera lekin phir bhi
Tu bata de ke tujhe pyaar karun ya nah karun
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bewafa poetry in urdu about love

نہ جانے کہاں سے آتا ہے لوگوں میں غرور
آخر ہم بھی تو اسی خدا کہ بنائے ہوئے ہیں
Na jaane kahaan se aata hai logon mein ghuroor
Aakhir hum bhi to isi Khuda ke banaye hue hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کچھ تو حساب کرو صاحب اتنی
محبت اُدھار کون دیتا ہے
Kuch to hisaab karo sahib itni
Mohabbat udhaar kaun deta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ جو اُٹھاتے ہیں کردار پر اُنگلیاں
تخفے میں اُن کو آئینہ دیجئیے
Wo jo uthate hain kirdar par ungliyaan
Takhfe mein unko aaina dejiye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Conclusion

Thank you for taking the time to read Bewafa poetry in Urdu post. I hope you find it informative and would be pleased to share it with your loved ones. Also, could you read this post?

More Random Post.

U can also read our best poetry post related to You…

About Imran Khan

I am Muhammad Abdullah, founder of Ik Poetry, a dedicated platform providing a unique experience. The online platform specializes in Urdu poetry and is committed to providing only 100% safe and unique content.

View all posts by Imran Khan →

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *