40+ Best John Elia Poetry in Urdu | Jaun Elia Shayari

Are you a fan of John Elia Poetry in Urdu? Someone who’s fallen in love can only comprehend the poetry of Juan Elia, which is filled with so much sadness and emotion. His poetry lovers will be very sensitive to love and will love their beloved very much. Jaun Elia Shayari is being presented on various topics.

John Elia poetry in Urdu 2 lines

john elia poetry in urdu
john elia poetry in urdu

ہم سُنے اور سُنائے جاتے تھے
رات بھر کی کہانیاں تھے ہم

Hum sunay aur sunaye jaate thay
raat bhar ki kahaniyan thay hum.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

john elia poetry in urdu

کون اس گھر کی دیکھ بھال کرے
روز اک چیز ٹوٹ جاتی ہے

Kon is ghar ki dekh bhaal kare
roz ek cheez toot jaati hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

john elia poetry in urdu
john elia poetry in urdu

علاج یہ ہے کہ مجبور کر دیا جاؤں
ورنہ یوں تو کسی کی نہیں سُنی میں نے

Ilaaj yeh hai ke majboor kar doon
warna yun to kisi ki nahi suni maine.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اِک دل ہے جو ہر لمحہ جلانے کے لئے ہے
جو کچھ ہے یہاں آگ لگانے کے لئے ہے

Ek dil hai jo har lamha jalane ke liye hai
jo kuch hai yahan aag lagaane ke liye hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مر چکا ہے دل مگر زندہ ہوں
میں زہر جیسی کچھ دوائیں چاہییں
پوچھتی ہیں آپ، آپ اچھے تو ہیں
جی میں اچھا ہوں دوائیں چاہییں

Mar chuka hai dil magar zinda hoon
main, zehr jaisi kuch dawaien chahiyein
poochti hain aap, aap achhe to hain
ji main achha hoon, dawaien chahiyein.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں نے سب خواہشوں کو ٹال دیا
اپنے دل سے تمہیں نکال دیا

Maine sab khwahishon ko taal diya
apne dil se, tumhein nikal diya.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

john elia poetry in urdu copy paste

کمسنی میں بہت شریر تھی
وہ اب تو شیطان ہو گئی ہوگی

Kamsini mein bohat shair thi
woh ab to sheitan hogayi hogi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

john elia poetry in urdu
john elia poetry in urdu

تند لمحوں سے ٹوٹ پھوٹ کے
میں تیری بانہوں میں آن پڑتا ہوں

Tund lamhon se toot phoot ke
main teri baahon mein aan parta hoon.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ جو رہتی تھی دل محلے میں
پھر وہ لڑکی مجھے ملی ہی نہیں

Woh jo rehti thi dil mohalle mein
phir woh ladki mujhe mili hi nahi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

john elia poetry in urdu

مجھ سے ملنے کو آپ آئے ہیں
بیٹھیئے میں بُلا کے لاتا ہوں

Mujhse milne ko aap aaye hain
Bethiye, main bula ke lata hoon.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

پوچھ نہ وصل کا حساب حال ہے اب بہت خراب
رشتۂ جسم و جاں کے بیچ جسم حرام ہو گیا

Pooch na wasl ka hisaab haal hai ab bohat kharab,
rishte jism o jaan ke beech jism haram hogaya.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیغ بازی کا شوق اپنی جگہ
آپ تو قتل عام کر رہے ہیں

Tegh bazi ka shoq apni jagah
aap to qatl aam kar rahe hain.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

deep narazgi john elia poetry in urdu

عہد رفاقت ٹھیک ہے لیکن مجھ کو ایسا لگتا ہے
تم تو میرے ساتھ رہو گی میں تنہا رہ جاؤں گا

Ehd-e-rafqat theek hai lekin mujhko aisa lagta hai
tum to mere saath raho gi, main tanha reh jaoon ga.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مر گئے خواب سب کی آنکھوں کے
ہر طرف ہے گلہ حقیقت کا

Mar gaye khwaab sab ki aankhon ke
har taraf hai gila haqeeqat ka.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جانے کہاں بسے گی
تُو جانے کہاں رہوں گا میں

Jaane kahan basay gi tu
jaane kahan rahoon ga main.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں بستر خیال پہ لیٹا ہوں اس کے پاس
صبح ازل سے کوئی تقاضا کیے بغیر

Main bistar khayal pe lete hoon us ke paas
subah azal se koi talab kiye baghair.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہائے وہ اس کا موج خیز
بدن میں تو پیاسا رہا لب جو بھی

Haye woh us ka moaj khayz
badan mein to pyaasa raha lab jo bhi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

شیشے کے اس طرف سے میں سب کو تک رہا ہوں
مرنے کی بھی کسی کو فرصت نہیں ہے مجھ میں

Sheeshe ke is taraf se main sab ko tak raha hoon
marnay ki bhi kisi ko fursat nahi hai mujh mein.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اے صبح میں اب کہاں رہا ہوں
خوابوں ہی میں صرف ہو چکا ہوں

Ae subah main ab kahan raha hoon,
khwabon hi main sirf hoo chuka hoon.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

شاید وہ دن پہلا دن تھا پلکیں بوجھل ہونے کا مجھ کو
دیکھتے ہی جب اس کی انگڑائی شرمائی ہے

Shayad woh din pehla din tha, palken bojhal hone ka mujhko
dekhte hi jab us ki unglaai sharmai hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

john elia poetry in urdu pics

خدا سے لے لیا جنت کا وعدہ
یہ زاہد تو بڑے ہی گھاگ نکلے

Khuda se le liya jannat ka wada
yeh zaahid to bohat hi ghaag nikle.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یاد آتے ہیں معجزے اپنے
اور اس کے بدن کا جادو بھی

Yaad aate hain mujhe apne
aur us ke badan ka jadoo bhi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

خون کے گھونٹ پی رہا ہوں
میں یہ مرا خون ہے شراب نہیں

Khoon ke ghoont pee raha hoon main
yeh mera khoon hai sharaab nahi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں سہوں کرب زندگی کب تک
رہے آخر تری کمی کب تک

Main sahoon karb zindagi kab tak
rahe, aakhir teri kami kab tak.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

شام ہوئی ہے یار آئے ہیں یاروں کے ہم راہ
چلیں آج وہاں قوالی ہوگی جونؔ چلو درگاہ چلیں

Shaam hui hai yaar aaye hain yaaron ke hum raah
chalein aaj wahan qawali hogi Junaid, chalo dargah chalein.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تو دل شکن ہے پر یارو
عقل سچی تھی عشق جھوٹا تھا

Tu dil shikan hai, par yaaron
aqal sachi thi, ishq jhootha tha.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تجھ کو بھولا نہیں وہ شخص کہ
جو تیری بانہوں میں بھی اکیلا تھا

Tujh ko bhoola nahi woh shakhs jo
teri baahon mein bhi akela tha.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مدتوں بعد گھر گیا تھا
میں جاتے ہی میں وہاں سے ڈر آیا

Muddaton baad ghar gaya tha
main jaate hi wahan se dar aya.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

john elia poetry in urdu 2 lines copy paste

خود سے مایوس ہو کے بیٹھا ہوں
آج ہر شخص مر گیا ہوگا

Khud se mayoos hokar baitha hoon
aaj har shakhs mar gaya hoga.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جمع ہم نے کیا ہے غم دل میں
اس کا اب سود کھائے جائیں گے

Jama hum ne kiya hai gham dil mein
is ka ab sood khayein gay.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بہت نزدیک آتی جا رہی ہو
بچھڑنے کا ارادہ کر لیا کیا

Bohat nazdeek aati ja rahi ho
bichhadne ka irada kar liya kya.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں بھی بہت عجیب ہوں اتنا عجیب ہوں
کہ بس خود کو تباہ کر لیا اور ملال بھی نہیں

Main bhi bohat ajeeb hoon itna ajeeb hoon
ke bas khud ko tabah kar liya aur malaal bhi nahi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یہ مجھے چین کیوں نہیں پڑتا
ایک ہی شخص تھا جہان میں کیا

Yeh mujhe chain kyun nahi parta
ek hi shakhs tha jahan mein kya.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جو گزاری نہ جا سکی ہم سے
ہم نے وہ زندگی گزاری ہے

Jo guzari na ja saki hum se
hum ne woh zindagi guzari hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Jaun Elia Poetry

چڑھتے چڑھتے کسی پہاڑی پر
اب وہ کروٹ بدل رہی ہوگی

Charhte charhte kisi pahaadi par
ab woh carrot badal rahi hogi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اس گلی نے یہ سن کے صبر کیا
جانے والے یہاں کے تھے ہی نہیں

Is gali ne yeh sun ke sabr kiya jaane
wale yahan ke thay hi nahi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Sad john elia poetry in urdu

کتنی دل کش ہو تم کتنا دلجو ہوں
میں کیا ستم ہے کہ ہم لوگ مر جائیں گے

Kitni dilkash ho tum, kitna diljoo hoon main
kya sitam hai ke hum log mar jayenge.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کیسے کہیں کہ تجھ کو بھی ہم سے ہے
واسطہ کوئی تو نے تو ہم سے آج تک کوئی گلہ نہیں کیا

Kaise kehain ke tujh ko bhi hum se hai
wasata koi to ne to hum se aaj tak koi gila nahi kiya.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

I am Muhammad Abdullah, founder of Ik Poetry, a dedicated platform providing a unique experience. The online platform specializes in Urdu poetry and is committed to providing only 100% safe and unique content.

Leave a Comment