Read Islamic poetry in Urdu for those who love Islam. Urdu Islamic Poetry about Allah will hit you on this page. Urdu Islamic Poetry about Hazrat Muhammad, whom people worship worldwide. Islamic poetry in Urdu by Allama Iqbal. It can ask you to the people on this page, which you will hold. You can install Urdu Islamic poetry wallpaper on your mobile here.
Famous Islamic poetry in Urdu can be downloaded from this page. Famous Islamic Boy Shayari in Urdu text can be copied and pasted. The best song of Islam Mom can be sent to anyone by SMS. Poets can add Islamic and Urdu status in their media from here. You can apply Urdu DP and the best Islamic poetry for girls. Somebody can read Famous Islamic Urdu and Urdu Poetry 2023. You can fill this Islamic and Urdu Shayari with your heart’s desire. People must feel Urdu and Shayari of perfection once in their lives. Many things happen in your life.
islamic poetry in urdu 2 lines
الله کو وہ انسان بہت پسند ہے
جو اپنی جوانی الله کی عبادت میں گزارتا ہے
Allah ko woh insaan bohat pasand hai
jo apni jawani Allah ki ibadat mein guzarta hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اپنے بہترین وقت کو نماز کے لیے وقف کر لو
کیوں کے تمھارے سب کام تمہاری نماز کے بعد قبول ہوں گے
Apne behtareen waqt ko namaz ke liye waqf kar lo
kyunki tumhare sab kaam tumhari namaz ke baad qubool honge.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
الله کا شکر ادا کرو یہ نہ سوچ
و الله تمہاری دعا کو فورن قبول کیوں نہیں کرتا
بلکہ یہ شکر کرو کے وہ تمہارے گناہوں کی سزا فورن نہیں دیتا
Allah ka shukr ada karo yeh na socho
ke Allah tumhari dua ko foran qubool kyun nahi karta
balki yeh shukr karo ke woh tumhare gunahon ki saza foran nahi deta.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس کے در پہ سکون ملتا ہے اس کی عبادت سے نور ملتا ہے
جو جھک گیا الله کے سجدے میں اسے کچھ نہ کچھ ضرور ملتا ہے
Is ke dar pe sukoon milta hai, is ki ibadat se noor milta hai
jo jhuk gaya Allah ke sajde mein use kuch na kuch zaroor milta hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مرنا ہم سجدے میں چاہتے ہیں
اور نماز ہم پڑھتے نہیں
Marna hum sajde mein chahte hain
aur namaz hum padhte nahi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بھول جاؤ کہ تم کون ہو بس
یہ یاد رکھو کہ تمہارا رب کون ہے
Bhool jao ke tum kaun ho bas
yeh yaad rakho ke tumhara Rab kaun hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
رحیم کی رحمت کا طلبگار ہوں میں
بڑا کریم ہے جس کا گناہ گار ہوں میں
Rahim ki rahmat ka talibgar hoon main
bada Kareem hai jis ka gunahgar hoon main.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
islamic poetry in urdu 2 lines text
الله کو وہ انسان بہت پسند ہے جو اپنی
جوانی الله کی عبادت میں گزارتا ہے
Allah ko woh insaan bohat pasand hai jo apni
jawani Allah ki ibadat mein guzarta hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نہ جانے کس لیے امیدوار بیٹھا ہوں
اک ایسی راہ پہ جو تیری رہ گزر بھی نہیں
Na jane kis liye umeedwar betha hoon
ek aisi raah pe jo teri raah guzar bhi nahi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کبھی خود پہ کبھی حالات پہ رونا آیا
بات نکلی تو ہر اک بات پہ رونا آیا
Kabhi khud pe, kabhi halat pe rona aaya
baat nikli to har ek baat pe rona aaya.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کسی کے تم ہو کسی کا خدا ہے دنیا میں
مرے نصیب میں تم بھی نہیں خدا بھی نہیں
Kisi ke tum ho, kisi ka Khuda hai duniya mein
mere naseeb mein tum bhi nahi, Khuda bhi nahi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اے محبت ترے انجام پہ رونا آیا
جانے کیوں آج ترے نام پہ رونا آیا
Ae mohabbat tere anjaam pe rona aaya
jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہی کارواں، وہی راستے وہی زندگی وہی مرحلے
مگر اپنے اپنے مقام پر کبھی تم نہیں کبھی ہم نہیں
Wohi karwan, wohi raaste, wohi zindagi, wohi marhale
magar apne apne maqam par kabhi tum nahi, kabhi hum nahi.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دنیا کی محفلوں سے اکتا گیا ہوں یا رب
کیا لطف انجمن کا جب دل ہی بجھ گیا ہو
Duniya ki mehfilon se ukta gaya hoon
ya Rab kya lutf anjuman ka jab dil hi bujh gaya ho.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
خدا کی اتنی بڑی کائنات میں میں نے بس
ایک شخص کو مانگا مجھے وہی نہ ملا
Khuda ki itni badi kaainat mein maine bas
ek shaks ko manga, mujhe wohi na mila.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تیرا ملنا خوشی کی بات سہی
تجھ سے مل کر اداس رہتا ہوں
Tera milna khushi ki baat sahi
tujh se mil kar udaas rehta hoon.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اب تو خوشی کا غم ہے نہ غم کی خوشی
مجھے بے حس بنا چکی ہے بہت زندگی مجھے
Ab to khushi ka gham hai, na gham ki khushi
mujhe be-hiss bana chuki hai, bohot zindagi mujhe.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
heart touching islamic poetry in urdu 2 lines
ہمسفر خوبصورت ہو یا نہ ہو
قدر کرنے والا اور دیندار ضرور ہونا چاہیے!
Hamsafar khoobsurat ho ya na ho
qadar karne wala aur deendar zaroor hona chahiye!
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
عیب نکالنا بھی ایک عیب ہے
اور خوبیاں بیان کرنا ایک خوبی ہے
Aib nikalna bhi aik aib hai aur
khubiyan bayan karna aik khubi hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آخری سانس ہو
اور ہونٹوں پر کلمہ شهادت ہو
بولو آمین..🤲
Akhri sans ho
Aur honto par kalma shadat ho
Bolo Ameen
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہر شخص پر لازم ہے کہ وہ ہجرت کرے۔۔۔
جہالت سے علم و آگہی و شعور کی طرف۔
👍🏻🌸👍🏻
Har shakhs par lazim hai ke woh hijrat kary
Jahalat se ilm, aagahi, aur shaoor ki taraf. 👍🏻🌸👍🏻
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ایک دن فجر کی نماز ہم
خانہ کعبہ میں پڑھیں گے
🤲🤲 انشاللہ
Ek din Fajr ki namaz hum
Kaaba mein parhein ge
🤲🤲 InshaAllah
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی مسلسل امتحان ہے یہاں دس بار گرنے کے
بعد گیارھویں بار اٹھ جانے کا نام کامیابی ہے
Zindagi musalsal imtehan hai yahan das baar girne ke
baad gyarhvi baar uth jaane ka naam kamyabi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مٹ جائے گا گناہوں کا وجود اس جہاں سے
اگر ہو جائے یقین کی خدا دیکھ رہا ہے
Mit jaye ga gunahon ka wujood is jahan se
Agar ho jaye yakeen ki Khuda dekh raha hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
لوگوں کو خوش دیکھ کر ان کے حصّے کی خوشی پر حسد نہ کریں
آپ نے ان کے حصّے کے غم اور دکھ بھی تو نہیں دیکھے ہیں
Logon ko khush dekh kar unke hisse ki khushi par hasad na karein
Aap ne unke hisse ke gham aur dukh bhi to nahi dekhe hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
وہ گناہ کبھی بھی نہ کرو
جو مرنے کے بعد بھی جاری رہیں
Woh gunah kabhi bhi na karo
Jo marne ke baad bhi jaari rahein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
قبر کی اندرونی خوبصورتی کیلیے محنت کرو
ورنہ گھر والے تو باہر سے ماربل لگوا کر بھول جائیں گے
Qabar ki androni khoobsurti ke liye mehnat karo
Warna ghar walay to bahar se marble lagwa kar bhool jaayenge
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
islamic poetry in urdu jumma mubarak
نصیب کی ٹھوکریں انسان کو محتاج بنا دیتی ہیں
اللہ تعالیٰ سب کے نصیب اچھے کرے
رزق کے دروازے کھول دے ۔ سب پر اپنا کرم کردے
Naseeb ki thokarein insaan ko muhtaaj bana deti hain
ALLAH ta’ala sab ke naseeb achhay kare
Rizq ke darwazay khol de. Sab par apna karam kar de
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
گوگل دنیا کا ہر راستہ دیکھاسکتا ہے
لیکن جنت کا راستہ صرف قرآن دکھاتا ہیں👌
Google duniya ka har raasta dekh sakta hai
Lekin Jannat ka raasta sirf Quran dikhata hai. 👌
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اپنی آنکھوں کی حفاظت
صرف یہ سوچ کر کریں…!!
کہ کل بروز محشر آپ نے ان سے
اپنے رب کا دیدار کرنا ہے…!! ✨❤
Apni aankhon ki hifazat
Sirf yeh soch kar karein…!!
Ke kal baroz-e-mehshar aap ne un se
Apne Rab ka deedar karna hai…!! ✨❤
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
مشکل وقت ہمیشہ کیلئے مشکل نہیں رہتا
لیکن مشکل وقت میں سب کی پہچان ہو
جاتی ہے اور وہ پہچان کوئی بھی نہیں بھولتا
Mushkil waqt hamesha ke liye mushkil nahi rehta
Lekin mushkil waqt mein sab ki pehchaan hoti hai
Aur woh pehchaan koi bhi nahi bhoolta
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
زندگی مسلسل امتحان ہے یہاں دس بار گرنے کے
بعد گیارھویں بار اٹھ جانے کا نام کامیابی ہے
Zindagi musalsal imtehan hai yahan das baar girne ke
baad gyarahvi baar uth jaane ka naam kamyabi hai.
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
” چار چیزیں سنبھال کر رکھو کامیابی تمہاری مُقدر ہوگی
نماز میں دل کو ، تنہائی میں سوچ کو
مِحفل میں زبان کو اور راستے میں نگاہ کو “
( حضرت علیؓ )
Char cheezein sambhal kar rakhho, kamiyabi tumhari muqaddar hogi:
Namaz mein dil ko, tanhai mein soch ko
mehfil mein zabaan ko, aur raaste mein nigaah ko.”
(Hazrat Ali)
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
emotional islamic poetry in urdu 2 lines
اور انسان کا بہت اچھا ہونا
بھی اُسکو بہت نقصان ديتا ھے.
Aur insaan ka bohat acha hona
bhi usko bohat nuksan deta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
جب تم رب کی چاہت میں سر جھکا دو گے
پھر وہ بھی تمھاری چاہت کیلئے کن کہہ دے گا
Jab tum Rab ki chahat mein sar jhuka do ge
Phir woh bhi tumhari chahat ke liye kun keh de ga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
سنو،مایوس مت ہونا ,اگر یہ وقت آزمائش کا ہے
تو اگلا وقت معجزوں کا ہوگا
إنشاءاللّٰه
Suno, mayoos mat hona, agar yeh waqt aazmaish ka hai
To agla waqt mojzoon ka hoga
InshaAllah
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦