If you are searching for Allama Iqbal poetry in Urdu, you are at the right place. I am going to share with you Allama Iqbal poetry in Urdu in three ways: images, Urdu text poetry, Urdu poetry in English,
You can copy and paste this text on any social media platform to show your feelings with the help of this fantastic Allama Iqbal Shayari & quotes collection. Urdu poetry that I have selected will help you save time in searching for the best Urdu poetry; on my website, you will get all types of poetry: sad Urdu poetry, famous Urdu poets, love poetry, awesome Urdu Shayari, SMS, quotes, poetry in English, etc.
Allama Iqbal poetry in Urdu
مرید سادہ تو رو رو کے ہو گیا تائب
خدا کرے کہ ملے شیخ کو بھی یہ توفیق
Mareed saada to ro-ro ke ho gaya taib
Khuda kare ke mile sheikh ko bhi yeh taufeeq
مرے جنوں نے زمانے کو خوب پہچانا
وہ پیرہن مجھے بخشا کہ پارہ پارہ نہیں
Mere junoon ne zamaane ko khoob pehchana
Woh pehrehn mujhe baksha ke parah parah nahi
مقام شوق ترے قدسیوں کے بس کا نہیں
انہیں کا کام ہے یہ جن کے حوصلے ہیں زیاد
Maqaam shoq tere qudsiyon ke bas ka nahi
Inhen kaam hai yeh jinn ke hauslay hain ziyad
ملے گا منزل مقصود کا اسی کو سراغ
اندھیری شب میں ہے چیتے کی آنکھ جس کا چراغ
Milega manzil maqsood ka issi ko saraagh
Andheri shab mein hai cheetay ki aankh jis ka chiraagh
من کی دولت ہاتھ آتی ہے تو پھر جاتی نہیں
تن کی دولت چھاؤں ہے آتا ہے دھن جاتا ہے دھن
allama iqbal poetry in urdu for students
Mann ki daulat haath aati hai to phir jaati nahi
Tan ki daulat chhaon hai aata hai dhan jaata hai dhan
گیسوئے تابدار کو اور بھی تابدار کر
ہوش و خرد شکار کر قلب و نظر شکار کر
Geesu-e-taabdaar ko aur bhi taabdaar kar
Hosh o khurd shikaar kar qalb o nazar shikaar kar
مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ہوں میں
تو میرا شوق دیکھ مرا انتظار دیکھ
Maana ke teri deed ke qabil nahi hoon main
Tu mera shoq dekh mera intezar dekh
مجھے روکے گا تو اے ناخدا کیا غرق ہونے سے
کہ جن کو ڈوبنا ہے ڈوب جاتے ہیں سفینوں میں
Mujhe roke ga to aye nakhdah kya ghurq hone se
Ke jinn ko doobna hai doob jaate hain safeenon mein
عقابی روح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں
نظر آتی ہے ان کو اپنی منزل آسمانوں میں
Aqabi rooh jab bedaar hoti hai jawaanon mein
Nazar aati hai unko apni manzil aasmaanon mein
مری نگاہ میں وہ رند ہی نہیں ساقی
جو هوشیاری و مستی میں امتیاز کرے
Meri nigaah mein woh rand hai nahi saaqi
Jo hoshiyari o masti mein imtiaz kare
فطرت کو خرد کے روبرو کر
تسخیر مقام رنگ و بو کر
Fitrat ko khurd ke robaro kar
Taskeer maqaam rang o boo kar
فقط نگاہ سے ہوتا ہے فیصلہ دل کا
نہ ہو نگاہ میں شوخی تو دلبری کیا ہے
Faqat nigaah se hota hai faisla dil ka
Na ho nigaah mein shokhi to dilbari kya hai
allama iqbal poetry in urdu text
گزر جا عقل سے آگے کہ یہ نور
چراغ راہ ہے منزل نہیں ہے
Guzar ja aqal se aage ke yeh noor
Charagh raah hai manzil nahi hai
گلا تو گھونٹ دیا اہل مدرسہ نے ترا
کہاں سے آئے صدا لا الٰہ الا اللّٰہ
Gala to ghont diya ahl-e-madrasa ne tera
Kahan se aaye sada la ilaha illallah
گلزار ہست و بود نہ بیگانہ وار دیکھ
ہے دیکھنے کی چیز اسے بار بار دیکھ
Gulzaar hasat o bood na begaana waar dekh
Hai dekhne ki cheez use baar baar dekh
عشق تری انتہا عشق مری انتہا
تو بھی ابھی نا تمام میں بھی ابھی نا تمام
Ishq teri intiha ishq meri intiha
Tu bhi abhi na tamaam main bhi abhi na-tamaam
عطارؔ ہو رومیؔ ہو رازیؔ ہو غزالیؔ ہو
کچھ ہاتھ نہیں آتا بے آہ سحرگاہی
Attar ho Roomi ho Razi ho Ghazali ho
Kuch haath nahi aata be aah sahragaahi
عقل کو تنقید سے فرصت نہیں
عشق پر اعمال کی بنیاد رکھ
Aqal ko tanqeed se fursat nah
Ishq par a’maal ki bunyad rakh
علم میں بھی سرور ہے لیکن
یہ وہ جنت ہے جس میں حور نہیں
Ilm mein bhi surur hai lekin
Yeh woh jannat hai jis mein hoor nahi
famous allama iqbal poetry in urdu
عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی جہنم بھی
یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے
Amal se zindagi banti hai jannat bhi jahannam bhi
Yeh khaki apni fitrat mein na noori hai na naari hai
سو سو امیدیں بندھتی ہے اک اک نگاہ پر
مجھ کو نہ ایسے پیار سے دیکھا کرے کوئی
Sau sau umeedein bandhti hai ek ek nigaah par
Mujh ko na aise pyaar se dekha kare koi
سودا گری نہیں یہ عبادت خدا کی ہے
اے بے خبر جزا کی تمنا بھی چھوڑ دے
Sooda gari nahi yeh ibadat Khuda ki hai
Aye bekhbar jaza ki tamanna bhi chhod de
ضمیر لالہ مۂ لعل سے ہوا لبریز
اشارہ پاتے ہی صوفی نے توڑ دی پرہیز
Zameer lala maq e lal se hua labriz
Ishara paate hi soofi ne tor di parhez
عذاب دانش حاضر سے با خبر ہوں میں
کہ میں اس آگ میں ڈالا گیا ہوں مثل خلیل
Azab daanish haazir se ba khabar hoon main
Ke main is aag mein daala gaya hoon masl-e-Khaleel
عروج آدم خاکی سے انجم سہمے جاتے ہیں
کہ یہ ٹوٹا ہوا تارا مہ کامل نہ بن جائے
Aarzoo-e-Adam khaki se anjam sahme jaate hain
Ke yeh toota hua taara ma kamal na ban jaaye
زمانہ عقل کو سمجھا ہوا ہے مشعل راہ
کسے خبر کہ جنوں بھی ہے صاحب ادراک
Zamaana aqal ko samjha hua hai mash’al raah
Kise khabar ke junoon bhi hai sahib-e-idrak
allama iqbal poetry in urdu love
سبق ملا ہے یہ معراج مصطفی سے مجھے
کہ عالم بشریت کی زد میں ہے گردوں
Sabak mila hai yeh meri ma’raaj Mustafa se mujhe
Ke aalam-e-bashariyat ki zad mein hain gardoon
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں
Sitaaron se aage jahaan aur bhi hain
Abhi ishq ke imtehaan aur bhi hain
ستارہ کیا مری تقدیر کی خبر دے گا
وہ خود فراخی افلاک میں ہے خوار و زبوں
Sitara kya meri taqdeer ki khabar dega
Woh khud farakhi afzaak mein hai khwaar o zuboon
سمندر سے ملے پیاسے کو شبنم
بخیلی ہے یہ رزاقی نہیں ہے
Samundar se mile pyaase ko shabnam
Bukhaili hai yeh rizaqi nahi hai
وطن کی فکر کر ناداں مصیبت آنے والی ہے
تری بربادیوں کے مشورے ہیں آسمانوں میں
Watan ki fikr kar nadaan musibat aane wali hai
Teri barbaadion ke mashware hain aasmaanon mein
allama iqbal poetry in urdu for youth
وہ حرف راز کہ مجھ کو سکھا گیا ہے جنوں
خدا مجھے نفس جبرئیل دے تو کہوں
Woh harf-e-raaz ke mujh ko sikha gaya hai junoon
Khuda mujhe nafas-e-Jibreel de to kahun
ڈھونڈتا پھرتا ہوں میں اقبالؔ اپنے آپ کو
آپ ہی گویا مسافر آپ ہی منزل ہوں میں
Dhundta phirta hoon main Iqbal apne aap ko
Aap hi goya musafir, aap hi manzil hoon main
کی محمد سے وفا تو نے تو ہم تیرے ہیں
یہ جہاں چیز ہے کیا لوح و قلم تیرے ہیں
Ki Muhammad se wafa to ny to hum tere hain
Yeh jahan cheez hai kya loh-o-qalam tere hain
دنیا کی محفلوں سے اکتا گیا ہوں یا رب
کیا لطف انجمن کا جب دل ہی بجھ گیا ہو
Duniya ki mehfilon se ikta gaya hoon ya Rabb
Kiya lazzat anjuman ka jab dil hi bujh gaya ho
نکل جا عقل سے آگے کہ یہ نور
چراغ راہ ہے منزل نہیں ہے
نہ پوچھو مجھ سے لذت خانماں برباد رہنے کی
نشیمن سیکڑوں میں نے بنا کر پھونک ڈالے ہیں
Na poocho mujh se lazzat khanaan baraad rahne ki
Nishiman sikron mein ne bana kar phoonk daale hain
نہیں اس کھلی فضا میں کوئی گوشۂ فراغت
یہ جہاں عجب جہاں ہے نہ قفس نہ آشیانہ
Nahi iss khuli fiza mein koi gooshah-e-furqat
Yeh jahan ajab jahan hai nah qafas nah aashiyana
allama iqbal poetry in urdu 2 lines
نہیں تیرا نشیمن قصر سلطانی کے گنبد پر
تو شاہیں ہے بسیرا کر پہاڑوں کی چٹانوں میں
Nahi tera nasheman qasr-e-sultani ke gunbad par
Tu shaahin hai basera kar pahaadon ki chattanon mein
نہیں ہے ناامید اقبالؔ اپنی کشت ویراں سے
ذرا نم ہو تو یہ مٹی بہت زرخیز ہے ساقی
Nahi hai naamid-e-Iqbal apni kasht-wiraan se
Zara num ho to yeh mitti bohat zarkhez hai saaqi
دل سے جو بات نکلتی ہے اثر رکھتی ہے
پر نہیں طاقت پرواز مگر رکھتی ہے
Dil se jo baat nikalti hai asar rakhti hai
Par nahin taqat parwaz magar rakhti hai
موتی سمجھ کے شان کریمی نے چن لیے
قطرہ جو تھے مرے عرق انفعال کے
Moti samajh ke shaan Kareemi ne chun liye
Qatra jo the mere arq infi’aal ke
میں تجھ کو بتاتا ہوں تقدیر امم کیا ہے
شمشیر و سناں اول طاؤس و رباب آخر
Main tujh ko bataata hoon taqdeer umam kiya hai
Shamshir o sanaan awal Taous o rubab aakhir
نشہ پلا کے گرانا تو سب کو آتا ہے
مزا تو تب ہے کہ گرتوں کو تھام لے ساقی
Nisha piila ke giraana to sab ko aata hai
Mazaa to tab hai ke girta ko thaam le saaqi
نگاہ عشق دل زندہ کی تلاش میں ہے
شکار مرده سزاوار شاهباز نہیں
Nigaah-e-ishq dil zindah ki talash mein hai
Shikaar murde sazaavar shaahbaz nahi
Conclusion
Thank you for taking the time to read Allama iqbal poetry in Urdu post. I hope you find it informative and would be pleased to share it with your loved ones. Also, could you read this post?
More Random Post.
U can also read our best poetry post related to You…