40+ Best Ahmad Faraz Poetry In Urdu 2 Lines

If you are looking for poetry, you are in the correct place. In this post, you will read famous and the best Ahmad Faraz Poetry in Urdu & 2 lines of Shayari in Urdu fonts and Roman Urdu.

Poetry is the best way to express your emotions. When it comes to emotions, you can find great emotional poetry in Urdu. This list includes all kinds of poetry, including lovesadness, loneliness, hope, and happiness.

Ahmad faraz poetry in Urdu

ahmad faraz poetry in urdu text
ahmad faraz poetry in urdu text

نیند کیا آئے گی فرازؔ
موت آئی تو سولیں گے

Neend kya aaye gi Faraz
Maut aayi to so lenge
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ahmad faraz poetry in urdu text


مجھ سے کہتی ہے تیرے ساتھ رہونگی فرازؔ
بہت پیار کرتی ہے مجھ سے اداسی میری

Mujh se kehti hai tere saath rahongi Faraz
Bohat pyaar karti hai mujh se udaasi meri
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ahmad faraz poetry in urdu text
ahmad faraz poetry in urdu text


سنا ہے بولے تو باتوں سے پھول جھڑتے ہیں
یہ بات ہے تو چلوبات کرکے دیکھتے ہیں

Suna hai bole to baaton se phool jhadte hain
Yeh baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اب تو درد سہنے کی اتنی عادت ہوگئی ہے فرازؔ
جب درد نہیں ملتا تو دردہوتاہے

Ab to dard sehne ki itni aadat hogayi hai Faraz
Jab dard nahi milta to dard hota hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ٹپک پڑتے ہیںآنسو جب یاد تمہاری آتی ہے فرازؔ
یہ وہ برسات ہے جس کا کوئی موسم نہیں ہوتا

Tapak partay hain aansu jab yaad tumhari aati hai Faraz
Yeh woh barsaat hai jiska koi mausam nahi hota
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Ahmad Faraz poetry in Urdu 2 lines

ahmad faraz poetry in urdu text
ahmad faraz poetry in urdu text


اب تیرے ذکر پہ ہم بات بدل دیتے ہیں
کتنی رغبت تھی تیرے نام سے پہلے پہلے۔

Ab tere zikr pe hum baat badal dete hain
Kitni raghbat thi tere naam se pehle pehle
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ahmad faraz poetry in urdu text
ahmad faraz poetry in urdu text


اس قدر مسلسل تھیں شدتیں جدائی کی
آج میں نے پہلی بار اس سے بے وفائی کی۔

Is qadar musalsal thein shiddatein judaai ki
Aaj mein ne pehli baar is se bewafai ki
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہمیں نے ترک تعلق میں پہل کی کہ فرازؔ
وہ چاہتاتھامگر حوصلہ نہ تھا اس کا۔

Hum ne tark-e-taalluq mein pehli ki k Faraz
Woh chahata tha magar hosla nahi tha uska
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا
سو آگیا ہے تمہار اخیال ویسے ہی

Chala tha zikr zamane ki bewafai ka
So aagaya hai tumhare khyaal waise hi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
روؤں کے ہنسُو ں سمجھ نہ آئے
ہاتھوں میں ہیں پھول دل میں گھاؤ۔

Roye ke hansoon samajh na aaye
Haathon mein hain phool, dil mein ghaav
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کھلے تو اب بھی گلشن میں پھول ہیں لیکن
نہ میرے زخم کی صورت نہ تیرے لب کی طرح۔

Khile to ab bhi gulshan mein phool hain lekin
Na mere zakham ki soorat, na tere lab ki tarah
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
شاید تو کبھی پیاسا میری طرف لوٹ آئے فراز
آنکھوں میں لیے پھرتا ہوں دریاتیری خاطر۔

Shayad tu kabhi pyasa meri taraf laut aaye Faraz
Aankhon mein liye phirta hoon dariya teri khaatir
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Faraz Ahmad Faraz poetry in Urdu

ahmad faraz poetry in urdu text


یوں پھر رہاہے کانچ کا پیکرلیے ہوئے
غافل کو یہ گمان ہے کہ پتھر نہ آئے گا۔

Yun phir raha hai kaanch ka pekar liye hue
Ghaafil ko yeh gumaan hai ke patthar nahi aayega
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میں کہ صحرائے محبت کا مسافر تھا فرازؔ
ایک جونکا تھا کہ خوشبوکے سفر پر نکلا۔

Mein ke sahraaye mohabbat ka musaafir tha Faraz
Ek junka tha ke khushboo ke safar par nikla
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دلوں میں فرق آئیں گے تعلق ٹوٹ جائیں گے
جو دیکھا جو سنا اس سے مکر جاؤں تو بہترہے۔

Dilon mein farq aayenge taalluq toot jaayenge
Jo dekha jo suna is se mukar jaun to behtar hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہم کو اچھانہیں لگتاکوئی ہم نام تیرا
کوئی تجھ ساہوتوپھر نام بھی تجھ سارکھے۔

Hum ko acha nahi lagta koi hum naam tera
Koi tujh sa ho to phir naam bhi tujh sarakhay
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
محبت ملی تو نیند بھی اپنی نہ رہی فرازؔ
گم نام زندگی تھی تو کتناسکون تھا۔

Mohabbat mili to neend bhi apni nah rahi Faraz
Gumnaam zindagi thi to kitna sukoon tha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہم نے آغاز محبت میں ہی لُٹ گئے ہیں فرازؔ
لوگ کہتے ہیں کہ انجام بُراہوتاہے۔

Hum ne aghaaz mohabbat mein hi lut gaye hain Faraz
Log kehte hain ke anjaam bura hota hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Ahmad Faraz poetry in Urdu text


ہجر کی رات بہت لمبی ہے فرازؔ
آؤ اُس کی یاد میں تھک کہ سوجائیں۔

Hijr ki raat bohat lambi hai Faraz
Aao us ki yaad mein thak ke sojaayein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
آؤ رولیں فرازؔ دنیاکو
خوش دل نامراد ہو کچھ تو۔

Aao rolein Faraz duniya ko
Khush dil naamurad ho kuch to
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
دل کسی حال پہ قانع ہی نہیں جان فرازؔ
مل گئے تم بھی توکیااور نہ جانے مانگے۔

Dil kisi haal pe qan’aa nahi jaan Faraz
Mil gaye tum bhi to kya aur na jaane mangaaye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میرے مرنے پر سب خوش ہوں گے فرازؔ
بس اک تنہائی روئے گی کہ میرا ہمسفر چل بسا۔

Mere marnay par sab khush honge Faraz
Bas ek tanhai roye gi ke mera hamsafar chal basa
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کسی سے جُداہونا اگر اتنا آسان ہوتا فرازؔ
تو جسم سے رُوح کو لینے کبھی فرشتے نہیں آتے۔

Kisi se juda hona agar itna aasaan hota Faraz
To jism se rooh ko lene kabhi farishte nahi aate
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
تمام عمر اسی کے خیال میں گزری فرازؔ
میرا خیال جسے عمر بھر نہیںآیا۔

Tamaam umar is ke khyaal mein guzri Faraz
Mera khyaal jise umr bhar nahi aaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
ہم چراغوں کوتوتاریکی سے لڑناہے فرازؔ
گل ہوئے پر صبح کے آثاربن جائیں گے ہم۔

Hum chiraaghon ko toot kar se ladna hai Faraz
Gulo’n se par subh ke asaar ban jaayenge hum
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
محبت کے بعد محبت ممکن ہے فرازؔ
پرٹوٹ کے چاہناصرف ایک بارہوتاہے۔

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai Faraz
Partoot ke chaahna sirf ek baar hota hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

sad Ahmad faraz poetry in Urdu


یونہی موسم کی ادا دیکھ کے یاد آیاہے
کس قدر جلدبدل جاتے ہیں انسان جاناں۔

Yun hi mosam ki ada dekh ke yaad aaya hai
Kis qadar jald badal jaate hain insaan jaanay
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
نظم دُلہن تھی تیری غزل تیری محبوبہ
الوداع احمدفرازؔ جا تجھ کو خدا کو سونپا ۔

Nazm dulhan thi teri ghazal teri mehbooba
Alwida Ahmed Faraz Ja tujh ko Khuda ko sonpa
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
میں جس کی راہ پہ ہوں ہرجگہ پہ ہے موجود
میں جس سفرپہ ہوں خود باعث سفرہے مجھے۔

Main jis ki raah pe hoon har jagah pe hai mojood
Main jis safar pe hoon khud baais safar hai mujhe
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اس شخص سے فقط اتناساتعلق ہے فرازؔ
وہ پریشان ہو تو ہمیں نیند نہیں آتی ۔

Is shakhs se sirf itna sa ta’alluq hai Faraz
Woh pareshan ho to hamein neend nahi aati
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
بندگی ہم نے چھوڑدی ہے فرازؔ
کیا کریں لوگ جب خداہوجائیں۔

Bandagi hum ne chhod di hai Faraz
Kya karein log jab Khuda ho jaayein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
اَب کیوں روشنی سے ڈرتے ہوفرازؔ
تم توکہتے تھے مجھے چاند چاہیئے۔

Ab kyun roshni se darte ho Faraz
Tum to kehte the mujhe chaand chahiye
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
یہی دل تھا کہ ترستاتھامراسم کے لیے
اب یہی ترک تعلق کے بہانے مانگے۔

Yehi dil tha ke taras ta tha mere saath rasme ke liye
Ab yehi tark-e-taalluq ke bahaane maange
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦
کچھ محبت کانشہ پہلے ہم کو تھافرازؔ
دل جو ٹوٹاتو نشے سے محبت هوگئی۔

Kuch mohabbat ka nasha pehle hum ko tha Faraz
Dil jo tootato to nashe se mohabbat ho gayi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ahmad faraz poetry in urdu pic


اور فرازؔ چاہئیں کتنی محبتیں تجھے
ماؤں نے تیرے نام پر بچوں کانام رکھ دیا۔

Aur Faraz, chahien kitni mohabbatein tujhe
Maon ne tere naam par bachon ka naam rakha dia
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Conclusion

Thank you for taking the time to read Ahmad faraz poetry in Urdu post. I hope you find it informative and would be pleased to share it with your loved ones. Also, could you read this post?

More Random Post.

U can also read our best poetry post related to You…

I am Muhammad Abdullah, founder of Ik Poetry, a dedicated platform providing a unique experience. The online platform specializes in Urdu poetry and is committed to providing only 100% safe and unique content.

Leave a Comment