Best Sad Judai Poetry In Urdu Text جُدائی پوئِٹْری [2024]

judai poetry

Judai poetry in Urdu comes from here. We have many collections of Judai poetry Urdu textsDard e JudaiGham e judai, and Raat ki Judai, in Hindi & Urdu, available. Read and copy Lafz Judai poetry in Urdu with images and share on social media and WhatsApp friends.

This poetry is prevalent among youngsters. Here, we have two lines of Judai poetry copies in Hindi and Urdu. We hope you enjoyed our poetry blog. If you are motivated by Judai poetry, please let us know by commenting below.

Judai poetry in Urdu 2 lines SMS

sadma judai poetry in urdu
sadma judai poetry in urdu

مجھے بے جان سا کر گیا
صدمہ تیرے بچھڑ جانے کا

Mujhe be jaan sa kar gaya,
Sadma tere bichhad jane ka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بچھڑ کے وہ روز ملتا ہے مجھے خواب نگر میں
اگر یہ نیند بھی نہ ہوتی تو ہم تو مر گئے ہوتے

Bichar ke woh roz milta hai mujhe khwaab nagar mein,
Agar yeh neend bhi nahin hoti to hum to mar gaye hote
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

judai poetry in urdu

عجیب سحر زدہ ہے اپنی شحصیت
جو بھی ملتا ہے بچھڑ جاتا ہے

Ajeeb sahar zehda hai apni shakhsiyat,
Jo bhi milta hai bichar jata hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

judai poetry in urdu

کبھی اکیلے میں کبھی تنہائی میں
درد سہا ہے ہم نے اپنوں کی جدائی میں

Kabhi akelay mein, kabhi tanhai mein,
Dard saha hai humne apnon ki judai mein
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یہ تیری جدائی کی یادگار ہے ورنہ
ایک زخم بھرنے میں دیر کتنی لگتی ہے

Yeh teri judai ki yaadgaar hai warna,
Ek zakhm bharne mein der kitni lagti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

mout judai poetry in urdu
mout judai poetry in urdu

مر جانے سے صبر آجاتا ہے
کسی کے بچھڑ جانے سے نہیں

Mar jaane se sabr aajata hai,
Kisi ke bichhad jane se nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

dost judai poetry in Urdu

judai poetry in urdu

تیرے پاس رہنے کا سوچا تھا
تیرے شہر میں بھی نا رہ سکا

Tere paas rehne ka socha tha,
Tere sheher mein bhi na raha sakka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

فراق یار نے بے چین رات بھر رکھا
کبھی تکیہ ادھر رکھا کبھی تکیہ ادھر رکھا

Firaaq yaar ne be chain raat bhar rakha,
Kabhi takiya udhar rakha, kabhi takiya idhar rakha
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیری خوشی تھی اسی فیصلے میں تو چپ تھا
کہاں گوارہ تھا ورنہ تیرا جدا ہونا

Teri khushi thi is faislay mein to chup tha,
Kahan gawara tha warna tera juda hona
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہم سے کچھ لوگ یوں بچھڑ گئے
جیسے گرتے ہیں آسمان سے تارے

Hum se kuch log yun bichhad gaye,
Jaise girte hain aasmaan se taare
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mout judai poetry in urdu
Mout judai poetry in urdu

دعا کر دو میری موت آجائے
بڑا عذاب ہے جینا تیرے بغیر

Dua kar do meri maut aajaye,
Bada azaab hai jeena tere bina
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نظر چرا کے کہا بس یہی مقدر تھا
بچھڑنے والے نے ملبہ خدا پہ ڈال دیا

Nazar chara ke kaha bas yahi muqaddar tha,
Bichhadne wale ne malba Khuda pe daal diya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم سے دوری تو بہرحال قیامت تھی مگر
تم سے مل کر بھی نا چین آئے یہ قصہ کیا ہے

Tumse doori to beherhaal qayamat thi magar,
Tumse mil kar bhi na chain aaye, yeh qissa kya hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Judai Shayari in Urdu

‏وہ منتظر نگاہیں وہی شام غم کا عالم
ہم ازل سے دیکھ رہے ہیں تیری وآپسی کی راہیں

Woh muntazir nigaahen wahi shaam gham ka aalam,
Hum azal se dekh rahe hain teri waapsi ki raahen
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

bichrna judai poetry in urdu

ایک تیرا بچھڑنا
خاموش کر گیا مجھے

Ek tera bicherna,
Khamosh kar gaya mujhe
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں کس طرح گزاروں گا عمر بھر کا فراق
وہ ایک پل بھی جدا ہو تو جان جاتی ہے

Main kaise guzaroonga umar bhar ka furq,
Woh ek pal bhi juda ho to jaan jaati hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جانے کس سمت سے آ جائے وہ آنے والا
ہم نے ہر سمت سے دیوار گرا رکھی ہے

Jaane kis simt se aa jaaye woh aanewala,
Humne har simt se deewar gira rakhi hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اسے پتہ ہی کہاں ہے جدائی کی وحشت
اسے تو چھوڑ کر کبھی کوئی گیا نہیں

Use pata hi kahan hai judai ki wehshat,
Use to chhod kar kabhi koi gaya nahi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم سے بات نہ کرنے پر بخار ہو جاتا تھا
تو سوچو بچھڑنے پر کیا حال ہوا ہو گا

Tumse baat nah karne par bimaar ho jaata tha,
To socho bichhadne par kya haal hua hoga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جانے والے کبھی لوٹا نہیں کرتے
اپنی آنکھوں کو دہلیز کا نگران نہ بنا

Jaane wale kabhi luta nahi karte,
Apni aankhon ko dehleez ka nigaaran nah bana
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Dard e Judai poetry in Urdu

بچھڑ کر تجھ سے کسی اور پہ مرنا ہو گا
ہائے افسوس ہمیں یہ تجربہ بھی کرنا ہو گا

Bichhad kar bhi jo samaaya hai meri rooh mein,
Paas walon par woh shakhs kitna asar rakhta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کوئی مر جائے تو صبر آجاتا ہے
بچھڑ جائے تو کیوں نہیں آتا؟

Tha to nah mumkin par,
Waqt ne sikha diya tere bina jeena
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

شفا دیتا تھا کبھی جس کا مرہمی لہجہ
وہ مسیحا مجھے بیمار کر کے چھوڑ گیا

Shifa deta tha kabhi jiska marhami lehja,
Woh Maseeha mujhe bimaar kar ke chhod gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

رنج کیا تیرے بچھڑنے پہ تو حیرت بھی نہیں
میں نے امکان سبھی پیش نظر رکھے تھے

Ranj kiya tere bichhadne pe to hairat bhi nahi,
Maine imkaan bhi sabke saamne rakh diye the
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

dard judai poetry in urdu
dard judai poetry in urdu

تمہیں سہنا پڑے گا درد جدائی کا
میرا کیا میں تو مر جاونگا

Tumhein sahna pare ga dard judai ka,
Mera kya, main to mar jaunga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Teri judai poetry in Urdu

کتنی مختصر ہے میری محبت کی داستان
وہ ملا بھی نہیں اور بچھڑ بھی گیا

Kitni mukhtasar hai meri mohabbat ki daastaan,
Woh mila bhi nahin aur bichhad bhi gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مر جائیں وہ مجبوریاں
جن کی وجہ سے آپ مجھ سے دور ہیں

Mar jaayein woh majbooriyan,
Jin ki wajah se aap mujh se door hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تیرے بغیر بھی جی رہے ہیں لیکن
سزائے موت کے مایوس قیدیوں کی طرح

Tere bina bhi je rahe hain lekin,
Saza-e-maut ke mayoos qaidiyon ki tarah
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جو لوگ جانتے ہوں بچھڑ جانے کا دکھ
وہ ساتھ بیٹھے پرندوں کو بھی اڑایا نہیں کرتے

Jo log jaante hain bichhad jaane ka dukh,
Woh saath baithay parindon ko bhi udaiya nahi karte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

رگوں میں خون کے جمنے سے مر جاؤں گا ورنہ
تیری جدائی کا صدمہ تو سہہ گیا تھا میں

Ragon mein khoon ke jumne se mar jaunga warna,
Teri judai ka sadma to saha gaya tha maine
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہمارا حق تو نہیں پر ہم پھر بھی تم سے یہ کہتے ہیں
ارے زندگی لے لو پر ہم سے دور نہ جاؤ

Hamara haq to nahin par hum phir bhi tum se yeh kehte hain,
Arrey zindagi le lo par hum se door na jao
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

baap ki judai poetry in urdu

میں تیرے ملنے کو معجزہ کہہ رہا تھا لیکن
تیرے بچھڑنے کا سانحہ بھی کمال گزرا

Main tumhare milne ko mojiza keh raha tha lekin,
Tumhare bichhadne ka saanha bhi kamal guzra
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یاد کر کے مجھے اپنی آنکھ نم نہیں کرنا
دیکھ اس جدائی کا کوئی غم نہیں کرنا

Yaad kar ke mujhe apni aankh nam nahi karna,
Dekh is judai ka koi gham nahi karna
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اڑ جائے تو کب لوٹ کے آتے ہیں
ہر بار پرندوں کو رہائی نہ دیا کر

Urr jaaye to kab lot ke aate hain,
Har baar parindon ko rahai nahi diya karo
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏ہجر دونوں کو مار ڈالے گا
دوست فرصت نکال ملتے ہیں

Hijr dono ko maar daale ga,
Dost forsat nikal milte hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سورج سر پہ تھا پھر بھی اندھیرا چھا گیا ہر سو
وہ بچھڑا تو رات ہی ہوتی گئی ہر رات کے بعدسورج سر

Sooraj sar pe tha phir bhi andhera cha gaya har su,
Woh bichhad gaya to raat hi hoti gayi har raat ke baad sooraj sar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Rat ki judai poetry in urdu

پہ تھا پھر بھی اندھیرا چھا گیا ہر سو
وہ بچھڑا تو رات ہی ہوتی گئی ہر رات کے بعد

Phir bhi sooraj sar pe tha phir bhi andhera cha gaya har su,
Woh bichhad gaya to raat hi hoti gayi har raat ke baad sooraj sar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

About Imran Khan

I am Muhammad Abdullah, founder of Ik Poetry, a dedicated platform providing a unique experience. The online platform specializes in Urdu poetry and is committed to providing only 100% safe and unique content.

View all posts by Imran Khan →

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *