Best Qabar Poetry In Urdu 2 Lines Text | Heartbroken Poetry

qabar poetry in urdu text

Audience: The collection of qabar poetry in Urdu offered at your service is specially made on grave quotes. We hope you enjoy the array of Qabar Quotes in Urdu and share it with your friends, as we have done before. Below are photos from the Tomb Quotes in the Urdu Collection. Please take a look.

qabar poetry in urdu text

qabar poetry in urdu text

ہاتھوں سے دفن کرنے والے قبر بھول جاتے ہیں
لوگوں کے کیے گئے وعدے تو فقط الفاظ ہیں

Haathon se dafn karne wale qabr bhool jaate hain,
Logon ke kiye gaye waade to faqat alfaz hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

چلو چھوڑو دنیا کی بے رخیاں
وہ سامنے دیکھو قبرستان میں کتنا سکون ہے

Chalo chhodo duniya ki be raqiyaa,
Wo samne dekho qabristan mein kitna sukoon hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

qabar poetry in urdu text

دو تہائی سے زیادہ قبرستان ہے یہ دنیا
کسی کا دل مر گیا اور کوئی پورا مر گیا

Do tihai se zyada qabristan hai yeh duniya,
Kisi ka dil mar gaya aur koi poora mar gaya
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

پھر نہیں بستے وہ دل جو ایک بار اجڑ جاتے ہیں
قبریں کتنی بھی سجاو کوئی زندہ نہیں ہوتا

Phir nahin baste woh dil jo ek baar ujhad jaate hain,
Qabrain kitni bhi sajaaon koi zinda nahi hota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

qabar poetry in Urdu text

ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﺍس کی ﺯﻧﺪﮔﯽ ﻣﯿﮟ ﺑﺨﺶ ﺩﯾﻨﺎ
ﺍس کی ﻗﺒﺮ ﭘﺮ ﻓﺎﺗﺤﮧ ﺧﻮﺍﻧﯽ ﮐﺮﻧﮯ ﺳﮯ ﺑﮩﺘﺮ ﮨﮯ

Kisi ko aus ki zindagi main bakhs dena
Uski qabr par fatiha parhne se hazaar darje behtar hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

قبر وہ خالی مکان ہے جو صرف اچھے اعمال سے ہی
آباد ہو سکتا ہے

Qabr aur qadr kabhi jeete ji nahi milti,
Marte hi qabr tayaar aur qadr la jawab
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

qabar poetry in urdu text

قبر وہ خالی کوٹھڑی ہے
جو صرف اچھے اعمال ہی سے روشن ہوگی

Qabr woh khali kothari hai,
Jo sirf achay aamal se roshan hogi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بات ختم ہو گی قبر کی مٹی پے
ہم تجھے زندہ بھول نہیں سکتے

Baat khatam ho gayi qabr ki mitti pe,
Hum tujhe zinda bhool nahi sakte
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مت ڈال کفن چہرے پے مجھے عادت ہے مسکرانے کی
مت ڈال قبر پے مٹی مجھے امید ہے کسی کے آنے کی

Mat daal kafan chehre pe mujhe adat hai muskurane ki,
Mat daal qabr pe mitti mujhe ummeed hai kisi ke aane ki
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

maa ki qabar poetry

qabar poetry in urdu text
qabar poetry in urdu text

تم سے تو میری قبر بھی اچھی ہے
جو روز ستر بار یاد تو کرتی ہے

Tum se to meri qabr bhi achi hai,
Jo roz satar bar yaad to karti hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تو نے ڈال دی خاک مجھ پے رقیبوں سے مل کے
تیرے حسین ہاتھوں کی قسم زندہ تھے قبر میں ہم

Tune daal di khaak mujh pe raqibon se mil ke,
Tere haseen haathon ki qasam zinda the qabr mein hum
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

qabar poetry in urdu text
qabar poetry in urdu text

ابھی تو کر رہے ہو تکبر میں نظر انداز مجھے
قبریں کھودتے پھرو گے میرے ہم ناموں کی

Abhi to kar rahe ho takabbur mein nazar andaz mujhe,
Qabrain khodte phiro ge mere humnamon ki
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

خدا کرے کہ میری موت کی خبر اسے نہ ہو
چپکے سے دفن ہو جاوں پتا کسی کو قبر نہ ہو

Khuda kare ke meri maut ki khabar use na ho,
Chupke se dafan ho jaun pata kisi ko qabr na ho
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ ہم سے محبت کر کے بھول گئے تو کیا ہوا
لوگ تو ہاتھوں سے دفنا کر بھول جاتے ہیں کہ قبر کون سی تھی

Woh hum se mohabbat kar ke bhool gaye to kya hua,
Log to haathon se dafna kar bhool jaate hain ke qabr kaun si thi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

qabar poetry islamic

لوگ کہیں گے اس کا کوئی نہیں ہے
میری قبر پر جھاڑیاں نہ اگنے دینا

Log kahein ge is ka koi nahi hai,
Meri qabr par jhaadu na ugane dena
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

قدر اور قبر کبھی جیتے جی نہیں ملتی
مر جائیں تو قبر بھی تیار اور قدر بھی

Qadr aur qabr kabhi jeete ji nahi milti,
Mar jaayein to qabr tayaar aur qadr la jawab
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

غرور کروں تو کس بات کا
یہ دنیا راستہ ہے قبرستان کا

Gharoor karo to kis baat ka,
Yeh duniya raasta hai qabristan ka
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

شکایت موت سے نہیں اپنوں سے تھی
ذرا سی آنکھ کیا لگی وہ قبر کھودنے لگے

Shikayat maut se nahi apnon se thi,
Zara si aankh kya lagi woh qabr khodne lage
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

لوگوں کے گھر دیکھ کر کمتری محسوس نہ کریں
کیونکہ قبر سب کی ایک جیسی ہو گی

Logon ke ghar dekh kar kamtri mehsoos na karein,
Kyunki qabr sab ki ek jaisi hogi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

jaun elia qabar poetry

دنیا منزل نہیں اک سفر ہے
ہماری منزل تو قبر ہے

Duniya manzil nahi ek safar hai,
Hamari manzil to qabr hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کسی کی زندگی میں اس کے لیے آسانیاں پیدا کرنا
اس کی قبر پر فاتحہ پڑنے سے ہزار درجے بہتر ہے

Kisi ki zindagi mein us ke liye asaniyan paida karna,
Us ki qabr par fatiha parhne se hazaar darje behtar hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

قبر اور قدر کبھی جیتے جی نہیں ملتے
مرتے ہی قبر تیار اور قدر لا جواب

Qabr aur qadr kabhi jeete ji nahi milti,
Marne hi qabr tayaar aur qadr la jawab
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آؤ مل کر قبر کھودیں دل کی
کمبخت بڑی بڑی خواہشیں کرنے لگا ہے

Aao milke qabr khodein dil ki,
Khush badi badi khwahishen karne laga hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ڈھونڈتی رہ جائے وہ یاروں
میری قبر پر تختی بھی مت لگانا

Dhoondhti rahe jaayein woh yaaron,
Meri qabr par takhti bhi mat lagana
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

qabar poetry urdu

قبریں اپنے خالی پن کو روتی ہیں
لوگ اب زندہ جسموں میں مر جاتے ہیں

Qabrain apne khali pan ko roti hain,
Log ab zinda jismoon mein mar jaate hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دامن قبر ہمارے اجداد بھی گئے اور پڑوسی بھی
ہمیں بھی ایک دن جانا ہے احبابوں کو چھوڑنے کے بعد

Daman qabr humare ajdad bhi gaye aur parosi bhi,
Humein bhi ek din jaana hai ahbabon ko chhodne ke baad
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

قبر ہی ایک ایسی جگہ ہے
جہاں جانے کے لئے لوگوں کو مرنا پڑتا ہے

Qabr hi ek aisi jagah hai,
Jahan jaane ke liye logon ko marna padta hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مجھے پھول بے حد پسند ہے
آوں گئے نہ میری قبر پر ڈالنے

Mujhe phool be had pasand hai,
Aa gaye nahin meri qabr par daalne
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

لرزتے تھے جن کے ڈنکے زمین و آسمان
چپ پڑے ہیں قبر میں ہوں نا ہاں

Larazte the jin ke danka zameen o aasman,
Chup pare hain qabr mein hain na haan
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دو گز زمین کا ٹکڑا چھوٹا سا تیرا گھر ہے
دنیا کے اے مسافر منزل تیری قبر ہے

Do gaz zameen ka tukra chhota sa tera ghar hai,
Duniya ke ae musafir manzil teri qabr hai
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

azab e qabar poetry

میں مر جاوں تجھے میری خبر نہ ملے
تو ڈھونڈتا رہے تجھے میری قبر نہ ملے

Main mar jaaun tujhe meri khabar na mile,
To dhoondhta rahe tujhe meri qabr na mile
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کیوں کر نہ تجھ سے لپٹ کر سوئیں اے قبر
ہم نے بھی تو جان دے کر پایا ہے تجھے

Kyun kar na tujh se lipt kar soyein ae qabr,
Hum ne bhi to jaan de kar paaya hai tujhe
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میری قبر پر بلا وجہ کا تماشہ نہ کرنا
جو زیادہ ہمدرد بنے اسے میرے ساتھ ہی دفنا دینا

Meri qabr par bila wajah ka tamasha na karna,
Jo zyada hamdard bane use mere saath hi dafna dena
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں تم سے اپنی قبر پہ اپنی فاتحہ کا حق بھی چھین لوں گا
یہ میری زندگی کی آخری وصیت ہوگی

Main tumse apni qabr pe apni fatiha ka haq bhi cheen loonga,
Yeh meri zindagi ki aakhri wasiyat hogi
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

قبر کی اندرونی خوبصورتی کیلیے محنت کرو
ورنہ گھر والے تو باہر سے ماربل لگوا کر بھول جائیں گے

Qabr ki androni khoobsurti ke liye mehnat karo,
Warna ghar waale to bahar se marble lagwa kar bhool jaayenge
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

meri qabar poetry

پتا ہے میں کیا چاہتی ہوں
یہ کہ تمہیں میری قبر بھی نہ ملے

Pata hai main kya chahti hoon,
Yeh ke tumhein meri qabr bhi na mile
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

قبریں ہی جانتی ہیں کہ اس شہر جبر میں
مر مر کے دفن ہوئے کہ زندہ گڑے ہیں لوگ

Qabrain hi jaanti hain ke is sheher jabar mein,
Mar mar ke dafan huye ke zinda gire hain log
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کمی جب محسوس ہوئی اس ظالم کو میری
بہت رویا وہ میری قبر کے سینے سے لگ کر

Kami jab mehsoos hui is zaalim ko meri,
Bohat roya woh meri qabr ke seene se lag kar
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

‏ﮈﮬﻮﻧﮉﻭ ﮔﮯ ﮐﮩﺎﮞ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ؟ ﻟﻮ ﻣﯿﺮﺍ ﭘﺘﮧ ﻟﮯ ﻟﻮ
ﺍﮎ ﻗﺒﺮ ﻧﺌﯽ ﮨﻮﮔﯽ ﺍﮎ ﺟﻠﺘﺎ ﺩﯾﺎ ﮨﻮﮔﺎ

Dhondo gay kaha mujh ko lo mera pata ly lo
Aik qabar nai ho gi aik jalta diya hoga
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

زندہ لوگوں کو پاؤں تلے روند کے
ہم قبروں پر پاؤں رکھتے ہوئے خوف زدہ ہوتے ہیں

Zinda logon ko paon tale rond ke,
Hum qabron par paon rakhte hue khauf zada hote hain
♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

About Imran Khan

I am Muhammad Abdullah, founder of Ik Poetry, a dedicated platform providing a unique experience. The online platform specializes in Urdu poetry and is committed to providing only 100% safe and unique content.

View all posts by Imran Khan →

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *